Текст и перевод песни Ghulam Ali - Har Ek Baat Pe
Добавлять перевод могут только зарегистрированные пользователи.
Har Ek Baat Pe
Har Ek Baat Pe
Har
ek
baat
pe
kahte
ho
tum
ki
tū
kyā
hai
Every
time
you
say,
who
are
you
to
me
Tumhīñ
kaho
ki
ye
andāz-e-guftugū
kyā
hai
You
tell
me,
what
is
this
style
of
speaking
Na
sho.ale
meñ
ye
karishma
na
barq
meñ
ye
adā
Neither
this
charisma
in
the
flame
nor
this
grace
in
the
lightning
Koī
batāo
ki
vo
shoḳh-e-tund-ḳhū
kyā
hai
Someone
tell
me,
who
is
that
sassy,
ill-tempered
Rashk
hai
ki
vo
hotā
hai
ham-suḳhan
tum
se
Is
it
envy
that
he
talks
to
you
Vagarna
ḳhauf-e-bad-āmozi-e-adū
kyā
hai
Otherwise,
what
is
the
fear
of
learning
bad
habits
from
the
enemy
Chipak
rahā
hai
badan
par
lahū
se
pairāhan
The
shirt
is
stuck
to
the
body
with
blood
Hamāre
jaib
ko
ab
hājat-e-rafū
kyā
hai
What
need
do
I
have
now
to
mend
my
pocket
Jalā
hai
jism
jahāñ
dil
bhī
jal
gayā
hogā
The
body
is
burnt,
the
heart
must
have
burnt
too
Kuredte
ho
jo
ab
raakh
justujū
kyā
hai
What
use
is
searching
when
you're
just
stirring
ashes
Ragoñ
meñ
dauḌte
phirne
ke
ham
nahīñ
qaa.il
I
don't
believe
in
running
around
in
the
veins
Jab
aañkh
hī
se
na
Tapkā
to
phir
lahū
kyā
hai
When
nothing
drips
from
the
eyes,
what
use
is
blood
Vo
chiiz
jis
ke
liye
ham
ko
ho
bahisht
aziiz
That
thing
for
which
I
consider
paradise
dear
Sivā.e
bāda-e-gulfām-e-mushk-bū
kyā
hai
Except
for
the
musk-scented,
rose-colored
wine,
what
is
it
Piyūñ
sharāb
agar
ḳhum
bhī
dekh
luuñ
do-chār
I'll
drink
wine,
and
if
I
see
a
pitcher
or
two
Ye
shīsha
o
qadah
o
kuuza
o
subū
kyā
hai
What
use
are
these
glasses,
cups,
jugs,
and
flagons
Rahī
na
tāqat-e-guftār
aur
agar
ho
bhī
I
have
no
strength
to
speak,
and
even
if
I
did
To
kis
umiid
pe
kahiye
ki
aarzū
kyā
hai
What
hope
is
there
in
saying,
what
is
the
desire
Huā
hai
shah
kā
musāhib
phire
hai
itrātā
The
king's
companion
struts
around
perfumed
Vagarna
shahr
meñ
′ġhālib'
kī
aabrū
kyā
hai
Otherwise,
what
is
'Ghalib's'
reputation
in
the
city
Оцените перевод
Оценивать перевод могут только зарегистрированные пользователи.
Авторы: traditional
Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.