Текст песни Zehal-E-Maskeen - Ghulam Ali
Zihaal-e-miskin
makun-baranjish,
Bahaal-e-hijra
bechara
dil
hai.
Sunai
deti
hai
jiski
dhadkan,
Tumhara
dil
ya
hamara
dil
hai.
Woh
aake
pehloo
mein
aise
baithe,
Ke
shaam
rangeen
ho
gayi
hai.
Zara
zara
se
khili
tabiyat,
Zara
se
ghamgeen
ho
gayi
hai.
Ajeeb
hai
dil
ke
dard
yaaron,
Na
ho
to
mushkil
hai
jeena
iska.
Jo
ho
to
har
dard
ek
heera,
Har
ek
gam
hai
nageena
iska.
Kabhi
kabhi
shaam
aisi
dhalti
hai,
Ke
jaise
ghunghat
utar
rahi
hai.
Tumhaare
seene
se
uthta
dhuaan,
Hamare
dil
se
guzar
raha
hai.
Ye
sharm
hai
ya
haya
hai
kya
hai,
Nazar
uthate
hi
jhuk
gayi
hai.
Tumhari
palkon
se
girke
shabnam,
Hamari
aankhon
mein
ruk
gayi
hai.
Zihaal-e-miskin
makun-baranjish,
Bahaal-e-hijra
bechara
dil
hai.
Sunai
deti
hai
jiski
dhadkan,
Tumhara
dil
ya
hamara
dil
hai.
1 Hungama Hai Kyon
2 Zehal-E-Maskeen
3 Khuli Jo Aankh
4 Har Ek Baat Pe
5 Yeh Dil Pagal Dil Mera
6 Mehfil Mein Baar Baar
7 Dil Mein Ek Leher Si Uthi Hai Abhi
8 Bhatka Bhatka Phirta Hoon
9 Humko Kisike Gham Ne Maara
10 Faasle Aise Bhi Honge
11 Isse Pehle Ke Baat Tal Jaye
12 Kha Kar Zakhm Dua Di Humne
13 Maine Lakhon Ke Bol Sahe
14 Apni Tasveer Ko
15 Kaisi Chali Hai Abke Hawa
16 Le Chala Jaan Meri
17 Saki Sharaab Lake Tabiyat Udaas Hai
18 Tum Na Samjhoge
19 Kiya Hai Pyar Jise Humne
20 Koi Humnafas Nahin
21 Khush Aamdeed
22 Tumhare Khat Mein
23 Woh Haal E dilnasheen
24 Yeh Aalam Shauk Ka
25 Beh Ja Mere Kol Tenu
26 Yeh Baatein Jhoothi Baatein Hain
27 Patta Patta Boota Boota
28 Mere Shauk da Nahin
29 Chupke Chupke Raat Din
30 Main Nazar Se Pee Raha Hoon
Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.