Ghulam Ali - Roya Karenge Aap Bhi текст песни

Текст песни Roya Karenge Aap Bhi - Ghulam Ali




Ji?
Ye ghazal main ne-
Mere se bohat dinon mein iski dhun bani
Main pesh kar raha hoon
Ye Momin Khan Momin ki ghazal hai
Jiska matla hai
Roya karenge aap bhi pehron isi tarah
Atka kahin jo aap ka dil bhi meri tarah
Lafz, lafz-e-roya pe ghaur kijiye ga, meharbani
Roya karenge aap bhi pehron isi tarah
Roya karenge aap bhi pehron isi tarah
Atka kahin jo aap ka dil bhi meri tarah
Roya karenge aap bhi pehron isi tarah
Atka kahin jo aap ka dil bhi meri tarah
Roya karenge aap bhi pehron isi tarah
Na taab hijr mein hai, na aaram wasl mein
Na taab hijr mein, hijr mein hai
Na taab hijr mein hai, na aaram wasl mein
Kambakht dil ko chain nahi hai kisi tarah
Atka kahin jo aap ka dil bhi meri tarah
Roya karenge aap bhi pehron isi tarah
Mar chuk kahin ki tu gham-e-hijran se chhut jaye
Mar chuk kahin
Mar chuk kahin
Mar chuk kahin ki tu gham-e-hijran se chhut jaye
Kehte to hain bhale ki wo lekin buri tarah
Atka kahin jo aap ka dil bhi meri tarah
Roya karenge aap bhi pehron isi tarah
Na jaye waan bani hai, na bin jaye chain hai
Na jaye waan bani hai, na bin jaye chain hai
Na bin jaye chain hai
Na jaye waan bani, bani
Na jaye waan bani hai, na bin jaye chain hai
Kya kijiye humein to hai mushkil sabhi tarah
Atka kahin jo aap ka
Atka kahin jo aap ka dil bhi meri tarah
Roya karenge aap bhi pehron isi tarah
Hoon jaan-ba-lab butaan-e-sitamgar ke haath se
Hoon jaan-
Hoon jaan-ba-lab butaan-e-sitamgar ke haath se
Kya sab jahan mein jeete hain Momin isi tarah
Atka kahin jo aap ka dil bhi meri tarah
Roya karenge aap bhi pehron isi tarah



Авторы: GHULAM / MOMIN / TRADITIONAL ALI


Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.
//}