Текст песни Afiya Baji, Wasiq Bhai, aur Fatima (Part 2, 4, and 6) - HusReason
Let's
start
from
the
beginning,
Placenta
Previa,
her
seed's
tucked
in
Unka
paitt
katta,
no
tummy
tuck,
I'm
talkin'
C-section
Barely
breathin',
oxygen
mask's
like
three
suction
cups
suckin'
away
at
her
soul,
deep
sakktay
mein
Kabhi
hosh
mein,
tau
kabhi
she
just
goes
unconscious
The
obstetrician's
losin'
her
head,
"Her
life's
beyond
us"
Thinkin'
in
her
head,
bacchi
theek
hai
kamazkam's
what's
helpin'
her
conscience,
unh
Routine
procedure,
how
did
it
go
so
wrong?
Hypovolemic
shock,
bahha
khoon
hai
boht
Local
hospital
bas
yehi
tha
aik
paas
mein
ghar
k
Umeed?
bas
darood
jo
phoonka
maa
ne
parh
k
Nurse
khari
ECG
pay
wo
readings
parkkhay;
aik
lakeer
patli
si
jo
k
maarti
jhattkay
Dikha
sarr,
aik
aur
zindagi
ai
hai
dunya
mein
Saath
hi
saath
le
gai
zindagi
aik
wo
dunya
se
Na
ye
mautt
barr-haq,
na
ye
mautt
barr-waqt
Sochein
kidhr
hai
gaya
un
ka
mohtbar
Rabb?
Mauqa
ab
na
milay
maa
k
pyaar
ka
Lambi
fehrist,
zikr
keroun
kin
kin
nuqaat
ka?
Saggi
maa
ka
doodh,
Na
sunn
paye
gi
dharkan
wo
kaan
lagga
k
aur
payel
ki
thi
khannkhann
jo
Paida
hotay
hi
gawah
chuki
bachpann
ko
Bas
ker
do
Hus,
raaz
us
k
bacharn
do
Ao
agay
barhein,
do
saal
ab
us
ko
guzzar
gaye
Aur
baap
ka
na
nam-o-nishaan,
talaaqshudda
thay
Halaat
say
tha
kaafi
bayzaar
wo
baad
khulaa'
k
par
aik
din
wo
lautt
k
aaya
sab
baat
bhula
k
Aur
bola
Fatima
ko
saath
mein
houn
rakhna
chaahta
Ye
meri
beti,
is
say
khoon
ka
hai
rishta
naata
Mein
maazrat
chaahta,
para
guthnon
pay
wo
girgiraata
Par
maanay
susar
na,
aur
sochay
"kya
is
ka
iraada?"
Khair,
do
teen
pehhr
guzray,
sochay
ab
wo
binna
talkkh
k
Deep
down,
he
was
tired
of
the
barh'tay
kharchay
Deep
down,
frustrated
jab
bhi
badlay
chadday
Deep
down,
dardd
kertay
us
k
gutthnay
chaltay
Bohat
socch
k
he
finally
agreed,
finding
the
guilt
a'bit
easier
than
finding
the
means
to
feed
her,
feeder
bharrna
roz,
rozroz
fees
bharr,
tau
finely,
Fatima,
pohnchi
apnay
real
ghar.
New
beginnings,
nayya
chehra,
Fatima
darri
sehmi
Ghaur
se
dekhay
abba
suited
up,
mehngi
gharri
pehni
Shakal
say
sharminda,
wo
de
usay
dilaasay
"I
won't
leave
you
ever
again,
so
why
'you
worried
then?"
Anyways,
lagay
chandd
hi
din,
she
learned
to
love
him
too
Milay
jo
bhi
khilona
wo
chaahay,
she
just
had
to
pick
and
choose
Rhythm
and
blues
in
the
car,
raat'
he'd
read
her
some
Seuss
No
longer
orphaned,
ab
hoti
na
hai
kammi
mehsoos
Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.