HusReason - Meri Raggon Mein текст песни

Текст песни Meri Raggon Mein - HusReason




In ka time jigar vine ki tarhan, they just last 7 seconds
Mera time fine wine ki tarhan, I get better age
Keroun standards mein raise, ye phisaltay on their tracks like December mein race
Immortal likhai, konsi taakat keray pen ye erase?
Gallay mein itnay gehnay jitnay gehnay pehnay Ganesh
Jackson Pollock, har verse say meray bahhay finesse
Launday hein kehtay inspiration jab bhi parhein sandesh
Sandesa, rapping legend is desh ka
Mujhe waqt kamm milta, ye samasya samay ka
Kab se gandd phaila raey rap mein, mein kab se samait raha
But I've learned puri zindagi k sab patience say milta
Keep your patience Hus! Apni anna ko chor de
Apnay din waqf ker tu sunn k gaanay Kishore k
Ab wo dm mein sab pohnchein jo k kertay ignore thay
Apnay niyam bhi wo kho dein bas kuch sikkon ya note pay, Hus
Do it now, Hus ye waqt ata wapis nai
Do it now, Hus ye geet gungunaata reh
Teray saathi bas ye paintra aur stanzas
Utth k larr, aa k aur koi bachaata nai
Do it now, Hus ye waqt ata wapis nai
Do it now, Hus ye geet gungunaata reh
Teray saathi bas ye paintra aur stanzas
Utth k larr, aa k aur koi bachaata nai
In the name of the One, In the name of lagann
Mujhe deta Wo sakoon, need no medication
Leke page aur kalam, likhoun paintray chandd
Write down jo bhi zehn mein, na koi decoration
Na koi sugarcoating ya phir changing for appeal
Na koi sugar cocaine, ya phir nashay or afeem
Shanabashaana saathi, na koi peechay or beneath
Karma Kifarah kaafi, pal mein pheeki ho taqdeer
Mera squad sab say loyal, kertay no treason
True to my words jaisay ird gird mein notaries hein
Apna harr bar organic larkay, no cliche
Qaatil ko wo dhoondein scene k khudi hi jo doshi thay
Pura scene tone deaf, apann Mos Def hein larkay
Independent, na koi hostess k kharchay
Apann circle of attention jaisay moshpit mein larkay
Dasti whole clip masal k Hus is going berserk
Mein jawabdeh sirf houn ga jis din pohancha barzakh
Mein Nawabshah say lay ker bajoun Srinagar
Mein houn VIII-van ajuba jaisay Pir Pagaro
Le k naachta mashooka jaisay Neelo Begum
Meine natkhwaan badaltay dekhay peeron k raks
Aur hakim khaamkhwa Falastin k lakeeron say naksh
Meri aatma sakhi ho sunn nasheedon mein Rabb
Ye mukaalma qavion ka safeer-e-awwal, Hus
Tau phir rehne de na
Stay true to yourself, chor validation
Apnay saathi rakh ye paintra aur stanzas
Words spreading through their bodies like cancer, unh
And I pray that you make it
Ye purpose nahin par Us ki dayn, you should take it
Jo hai chaah us tak pohnchna, it's do or die
And remember ata kal nai, tau do it now



Авторы: Hus Reason



Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.
//}