Jagjit Singh - Ishq Ki Dastaan Hai Pyare текст песни

Текст песни Ishq Ki Dastaan Hai Pyare - Jagjit Singh



Ishq ki daastaan hai, pyaare
Ishq ki daastaan hai, pyaare
Ishq ki daastaan hai, pyaare
Apni-apni zubaan hai, pyaare (waah-waah)
Apni-apni zubaan hai, pyaare
Apni-apni zubaan hai, pyaare
Ishq ki daastaan hai, pyaare
Hum zamaane se inteqaam to le
Hum zamaane se inteqaam to le
Hum zamaane se inteqaam to le
Inteqaam to le
Hum zamaane se inteqaam to le
Ek haseen darmiyaan hai, pyaare (waah-waah)
Ek haseen darmiyaan hai, pyaare
Ek haseen darmiyaan hai, pyaare
Ek haseen darmiyaan hai, pyaare
Tu nahi main hoon, main nahi tu hai
Tu nahi main hoon, main nahi tu hai
Tu nahi...
Tu nahi main hoon, main nahi tu hai
Ab kuch aisa gumaan hai, pyaare (waah-waah)
Ab kuch aisa gumaan hai, pyaare
Ab kuch aisa gumaan hai, pyaare
Apni-apni zabaan hai, pyaare
Apni-apni zabaan hai, pyaare
Rakh kadam phoonk-phoonk kar naadaan
Rakh kadam phoonk-phoonk kar naadaan
Rakh kadam phoonk-phoonk kar naadaan
Rakh kadam...
Rakh kadam phoonk-phoonk kar naadaan
Rakh kadam phoonk-phoonk kar naadaan
Zarre-zarre mein jaan hai, pyaare (waah-waah)
Zarre-zarre mein jaan hai, pyaare
Zarre-zarre mein jaan hai, pyaare
Ishq ki daastaan hai, pyaare
Ishq ki daastaan hai, pyaare
Apni-apni zubaan hai, pyaare
Ishq ki daastaan hai, pyaare




Jagjit Singh - Jagjit Singh Forever
Альбом Jagjit Singh Forever
дата релиза
29-12-2014




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.