Jagjit Singh - Krishna Jin Ka Naam Hai текст песни

Текст песни Krishna Jin Ka Naam Hai - Jagjit Singh



Krishna jinka naam hai, gokul jinka dhaam hai
Aise shri bhagwan ko, aise shri bhagwan ko
Barambar pranam hai, barambar pranam hai
Yashoda jinki maiya hai, nandji ba bhaiya hai
Aise shri gopal ko, aise shri gopal ko
Barambar pranam hai, barambar pranam hai
Loot loot dadhi makhan khayo
Loot loot dadhi makhan khayo
Gwal baal sang dhenu charayo aise leela dham koAise leela dham ko, aise leela dham ko
Barambar pranam hai, barambar pranam hai
Krishna jinka naam hai, gokul jinka dhaam hai
Aise shri bhagwan ko, aise shri bhagwan ko
Barambar pranam hai, barambar pranam hai
Dhrupad suta ko laaj bachayo, rahashgaj ko fand chhudayo
Aise kripa dhaam ko, aise kripa dhaam ko
Barambar pranam hai, barambar pranam hai
Krishna jinka naam hai, gokul jinka dhaam hai
Aise shri bhagwan ko, aise shri bhagwan ko
Barambar pranam hai, barambar pranam hai




Jagjit Singh - Krishna Bhajans
Альбом Krishna Bhajans
дата релиза
01-01-2010




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.