Javed Ali - Sune Sune Yaar Ke Bin текст песни

Текст песни Sune Sune Yaar Ke Bin - Javed Ali



Sune sune yaar ke bin
Sune sune yaar ke bin
Hain jamin o aasman
Yaar ko aankhen talaase
Dhundhe uska raasta
Bechain kiya hain yaar ne
Tohfa diya hain yaar ne
Dil chhin liya hain yaar ne
Yeh jisko mile usko hi sataye
Kuchh to gaye kuchh lut gaye
Kuchh to gaye kuchh lut gaye
Sune sune yaar ke bin
Hain jamin o aasman
Yaar ko aankhen talaase
Dhundhe uska raasta
Dur tak tanhaio
Ke silsile hain
Dil kya karega
Dur tak tanhaio
Ke silsile hain
Dil kya karega
Mahefilo main yeh rahega
To bhi tanha tanha rahega
Sune sune yaar ke bin
Hain jamin o aasman
Manjhilo ko rastaa hum
Ishq main ab hum
Karne lage hain
Manjhilo ko rastaa hum
Ishq main ab hum
Karne lage hain
Yaar ki dhun main chale to
Is tarah hum chalne lage hain
Sune sune yaar ke bin
Hain jamin o aasman
Yaar ko aankhen talaase
Dhundhe uska raasta
Bechain kiya hain yaar ne
Tohfa diya hain yaar ne
Dil chhin liya hain yaar ne
Yeh jisko mile usko hi sataye
Kuchh to gaye kuchh lut gaye
Kuchh to gaye kuchh lut gaye
Sune sune yaar ke bin
Hain jamin o aasman
Yaar ko aankhen talaase
Dhundhe uska raasta.




Javed Ali - Yaara
Альбом Yaara
дата релиза
29-04-2012




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.