Junaid Jamshed - Nabi Ki Azmat текст песни

Текст песни Nabi Ki Azmat - Junaid Jamshed



Yaad -e- Nabi se roshan hai seeney,
Ye aarzu hai, jaayen madeene
Yaad e nabi se roshan hai seeney,
Ye aarzu hai jaayen maadeene
Kaaghaz pe jese mehtaab utraa,
Naam e muhammad likha kisi ne
Wo to bilaal o buzarr se seekho,
Jo bhi ghulaami ke hain kareeney
Doori na ho phir, aisa milaaya,
Bandon ko rab se ... pyaarey nabi ne,
KESE NABI KI BAYAAAN HOO AZMATT
KESE NABI KI BAYAAN HOOOO
KESE NABIII KI BAYAAAN HOO AZMATT
KESE NABI KI BAYAAAAN HOO
Rehtey they kese,,, sarkaar dekho
Seerat ko samjho,,, kirdaar dekho
Jaali sonehri nazron se chuumey
Hoga hamey kabb deedaar dekho
Dil mai bassaaa lo un ki muhabaat
Jab dil mai jhaanko anwaar dekho
Paighaam e naiki tum us ko deena
Jis mai badddi ke aaasaar dekhooo
KESE NABI KI BAYAAAAAN HOOO AZMATT
KESE NABIIIIII KI BAYAAAAN HOOO
KESE NABI KI BAYAAN HO AZMATT
KESE NABI KI BAYAAAAN HOOO
Rehmatt hai samandar, jo paikaraan ho
Dono jahaan per jo meherbaan ho
Allah per to hai wohh zaahirr
Mera amal jo sab se nihamm ho
Sooraj hain wo, mai hun aik zarraa
Azmat Nabi ki kese bayaan hoo
Likhun sanaaa mai alfaaz aisey
Jin per sitaaaroon jesa gumaa(n) ho
KESE NABI KI BAYAAAN HOO AZMATT
KESE NABI KI BAYAAN HOOOO
KESE NABIII KI BAYAAAN HOO AZMATT
KESE NABI KI BAYAAAAN HOO ...




Junaid Jamshed - Hadi Ul Anaam - Islamic Nasheeds
Альбом Hadi Ul Anaam - Islamic Nasheeds
дата релиза
01-01-2010




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.