Kishore Kumar - Diwana Leke Aaya Hai (From "Mere Jeevan Saathi") текст песни

Текст песни Diwana Leke Aaya Hai (From "Mere Jeevan Saathi") - Kishore Kumar



Deewana leke aaya hai
Dil ka taraana
Deewana leke aaya hai
Dil ka taraana
Dekho kahin yaaron
Thukra na dena mera nazrana
Deewana leke aaya hai
Dil ka taraana
Deewana leke aaya hai
Dil ka taraana
Aaj ka din hai
Kitna suhana
Jhoom raha pyar mera
Poori ho dil ki
Sari muradein
Khush rahe yaar mera
Ho ho chaand sa jeeivan
Saathi mubarak
Jeevan mein aana
Deewana leke aaya hai
Dil ka taraana
Deewana leke aaya hai
Dil ka taraana
Apne bhi hain kuchh
Khwab adhure
Kaun ab giney kitne
Sach to ye hai mere
Dost ke sapne bhi
Hain mere apne
Ho ho uski khushi ab
Meri khushi hai
Ae Dil-E-Deewana
Deewana leke aaya hai
Dil ka taraana
Deewana leke aaya hai
Dil ka taraana
Dekho kahin yaaron
Thukra na dena mera nazrana
Deewana leke aaya hai
Dil ka taraana
Deewana leke aaya hai
Dil ka taraana



Авторы: Rahul Dev Burman, Majrooh Sultanpuri


Kishore Kumar - Kishore Sings for Rajesh Khanna - Nadiya Se Dariya
Альбом Kishore Sings for Rajesh Khanna - Nadiya Se Dariya
дата релиза
21-03-2015




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.