Kumar Sanu feat. Sadhana Sargam - Jiya Pyar Maange Jiya (From "Asmaan Se Ooncha") текст песни

Текст песни Jiya Pyar Maange Jiya (From "Asmaan Se Ooncha") - Kumar Sanu feat. Sadhana Sargam



Jiya pyar mange jiya aasma se uncha
Hotho ko pyas lagi hai lekin jubaa kahti hai
Kabhi ha ha ha, kabhi na na na
Kabhi ha ha ha, kabhi na na na
Piya tu hi mera piya aasma se uncha
Teri hi lagan lagi hai lekin juba kahti hai
Kabhi ha ha ha, kabhi na na na
Kabhi ha ha ha, kabhi na na na
Jo dil me hai vo aaj kahenge hum dil pe rakh ke hath sunenge
Gustakhi pahli baar karenge hum bhi uska intjar karenge
Jiya pyar mange jiya
Jiya pyar mange jiya aasma se uncha
Hotho ko pyas lagi hai lekin juba kahti hai
Kabhi ha ha ha, kabhi na na na
Kabhi ha ha ha, kabhi na na na
Yun hi jivanbhar ham sath chalnege hum banke pyar ke dip jalenge
Jivan ke andhere dur karenge
Teri aankh me aankh ka janu barenge
Piya tu hi mera piya aasma se uncha
Teri hi lagan lagi hai lekin juba kehti hai
Kabhi ha ha ha, kabhi na na na
Kabhi ha ha ha, kabhi na na na
Dil kehta hai ye raat na dhale pure ho jaye vo khwab jo pale
Badne jate hai phul me sans lene hum ye jane kaha suhaag le chale
Jiya pyar mange jiya piya tu hi mera piya
Hotho ko pyas lagi hai lekin juba kehti hai
Kabhi ha ha ha, kabhi na na na
Kabhi ha ha ha, kabhi na na na



Авторы: SHYAMLAL HARLAL RAI INDIVAR, NAGRATH RAJESH ROSHAN, INDIVAR, RAJESH ROSHAN


Kumar Sanu feat. Sadhana Sargam - My Best Collection - Rajesh Roshan
Альбом My Best Collection - Rajesh Roshan
дата релиза
03-05-2016




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.