Текст песни Jo Main Janti (From "Shabab") - Lata Mangeshkar , Naushad
Jo main jaanti, unke liye...
Jo main jaanti, unke liye mere dil mein kitna pyaar hai
Itna pyaar main karti kyun
Ho, itna pyaar main karti kyun
Jo main jaanti, unke liye...
Jo main soch-samajh ke chalti
Hadd se baat guzarti kyun
Jo main soch-samajh ke chalti
Hadd se baat guzarti kyun
Anjaane naino se ulajh ke jeete jee main marti kyun
Anjaane naino se ulajh ke jeete jee main marti kyun
Jeete jee main marti kyun
Ho, itna pyaar main karti kyun
Jo main jaanti, unke liye mere dil mein kitna pyaar hai
Itna pyaar main karti kyun
Ho, itna pyaar main karti kyun
Jo main jaanti, unke liye...
Har-dam uljhi lat se uljhoon
Har-dam uljhi lat se uljhoon
Kaajal pherun ankhiyan mein
Kaajal pherun ankhiyan mein
Wo jo na aate to main itna banti aur sanwarti kyun
Wo jo na aate to main itna banti aur sanwarti kyun
Banti aur sanwarti kyun
Ho, itna pyaar main karti kyun
Jo main jaanti, unke liye mere dil mein kitna pyaar hai
Itna pyaar main karti kyun
Ho, itna pyaar main karti kyun
Jo main jaanti, unke liye...
Haaye re, meetha dard jigar ka
Haaye re, pehla-pehla pyaar
Haaye re, meetha dard jigar ka
Haaye re, pehla-pehla pyaar
Jo main jaanti; ye sab hoga, iss mushkil mein padti kyun
Jo main jaanti; ye sab hoga, iss mushkil mein padti kyun
Iss mushkil mein padti kyun
Ho, itna pyaar main karti kyun
Jo main jaanti, unke liye mere dil mein kitna pyaar hai
Itna pyaar main karti kyun
Ho, itna pyaar main karti kyun
Jo main jaanti, unke liye...

Альбом
Best of Lata Mangeshkar: Her Evergreen Bollywood Film Hindi Hits Songs
дата релиза
16-03-2018
Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.