Lata Mangeshkar & मुकेश - Ek Pyar Ka Naghma Hai (From "Shor") текст песни

Текст песни Ek Pyar Ka Naghma Hai (From "Shor") - Lata Mangeshkar & मुकेश




Ek pyaar ka nagma hai
Maujon ki rawaani hai
Ek pyaar ka nagma hai
Maujon ki rawaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri-meri kahaani hai
Ek pyaar ka nagma hai
Maujon ki rawaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri-meri kahaani hai
Ek pyaar ka nagma hai
La-la, la-la, la-la
La-la, la-la, la-la
Kuchh paakar khona hai
Kuchh khokar paana hai
Jeevan ka matlab to
Aana aur jaana hai
Do pal ke jeevan se
Ek umra churaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri-meri kahaani hai
Ek pyaar ka nagma hai
Tu dhaar hai nadiyaa ki
Main tera kinaara hoon
Tu mera sahaara hai
Main tera sahaara hoon
Aankhon mein samandar hai
Aashaon ka paani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri-meri kahaani hai
Ek pyaar ka nagma hai
Tufaan ko aana hai
Aakar chalein jaana hai
Baadal hai yeh kuchh pal ka
Saadar dhal jaana hai
Parchhaiyaan rah jaati
Bah jaati nishani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri-meri kahaani hai
Ek pyaar ka nagma hai
Maujon ki rawaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri-meri kahaani hai
Ek pyaar ka nagma hai




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.
//}