Lata Mangeshkar - Hai Wo Pardeshi текст песни

Текст песни Hai Wo Pardeshi - Lata Mangeshkar




Hae, vo pardesee man mein
Ho, kaun disha se aa gaya?
Hae, vo pardesee, hae, vo pardesee
Chaaron dishaao mein
A/e jee lage laaj ke pehre the
Ho, parbat se bhee unche-unche the
Saagar se bhee gahare the
Hae, vo pardesee man mein
Ho, kaun disha se aa gaya?
Hae, vo pardesee, hae, vo pardesee
Main tut ke phool see gir paduun
Naa kisi jholii mein
Ho, vo le naa jae
Bitha ke muje nainon kee doli mein
Hae, vo pardesee man mein
Ho, kaun disha se aa gaya?
Hae, vo pardesee, hae, vo pardesee
Sochoon khadi, roak pai nahin
Main jise aanae se
Ho, jaaegaa vo to
Use kaise rokoongi main jaane se?
Hae-hae, vo pardesee man mein
Ho, kaun disha se aa gaya?
Hae, vo pardesee, hae, vo pardesee




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.