Kishore Kumar - Meherbano Qadardano текст песни

Текст песни Meherbano Qadardano - Laxmikant–Pyarelal




Meherbaanon, qadardaanon
Doston, yaaron
Arey, khel dekho, khel
One, two, three, up
Duniya mein rehna hai toh kaam kar, pyaare
Haath jod, sab ko salaam kar, pyaare
Duniya mein rehna hai toh kaam kar, pyaare
Haath jod, sab ko salaam kar, pyaare
Warna yeh duniya jeene nahin degi
Khaane nahin degi, peene nahin degi
Khel koi naya subah-o-shaam kar, pyaare
Duniya mein rehna hai toh kaam kar, pyaare
Hey, haath jod, sab ko salaam kar, pyaare
Warna yeh duniya jeene nahin degi
Khaane nahin degi, peene nahin degi
Khel koi naya subah-o-shaam kar, pyaare
Hey, duniya mein rehna hai toh kaam kar, pyaare
Paise bina duniya mein roti nahin milti
Roti nahin milti, langoti nahin milti
Paise bina duniya mein roti nahin milti
Roti nahin milti, langoti nahin milti
Naam apna na badnaam kar, pyaare
Haath jod, sab ko salaam kar, pyaare
Hey, duniya mein rehna hai toh kaam kar, pyaare
Ek din tere-mere khwaab honge poore
Aisi koi baat kar chal, oh, jamoore
Ek din tere-mere khwaab honge poore
Aisi koi baat kar chal, oh, jamoore
Reh jaayein sab dil thaam kar, pyaare
Haath jod, sab ko salaam kar, pyaare
Hey, duniya mein rehna hai toh kaam kar, pyaare
Chal, upar waale ko yaad kar
Taange mein lagi jaise ghodi chali jaaye
Rassi pe gori aise daudi chali jaaye
Taange mein lagi jaise ghodi chali jaaye
Rassi pe gori aise daudi chali jaaye
Chal, ghar chalein, Ram-Ram kar, pyaare
Duniya mein rehna hai toh kaam kar, pyaare
Haath jod, sab ko salaam kar, pyaare
Warna yeh duniya jeene nahin degi
Khaane nahin degi, peene nahin degi
Khel koi naya subah-o-shaam kar, pyaare



Авторы: Anand Bakshi, Kudalkar Laxmikant, Pyarelal Ramprasad Sharma


Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.
//}