Mehdi Hassan - Toofan Ka Zikr Hai текст песни

Текст песни Toofan Ka Zikr Hai - Mehdi Hassan

Toofaan kaa zikr hai na kinaron kii baat hai

Ye baat to naseeb ke maron kii baat hai

Shikwaa kuzaon se hai na baharon kii baat hai

Gulon kaa tazkira hai na kharon kii baat hai
Toofaan kaa zikr hai na kinaron kii baat hai
Tarikiyaan hain jin kii ujaalon kii paassbaan

In jagamagate chand sitaron kii baat hai
Toofaan kaa zikr hai na kinaron kii baat hai
Daman grezan sa hai ye hasti kaa zikr kiya

Sahil badast mauj ke dharon kii baat hai
Toofaan kaa zikr hai na kinaron kii baat hai
Ye baat to naseeb ke maron kii baat hai
Toofaan kaa zikr hai na kinaron kii baat hai

Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.
//}