Mohammed Rafi - Patthar Ke Sanam (From "Patthar Ke Sanam") текст песни

Текст песни Patthar Ke Sanam (From "Patthar Ke Sanam") - Mohammed Rafi



Patthar ke sanam, tujhe hamne mohabbat kaa khuda jaana
Badhee bhul huyee are hamne, yeh kya samjha, yeh kya jaana
Pathar ke sanam...
Chehara teraa dil me liye chalate rahe angaaro pe
Too ho kahee sajade kiye hamne tere rukhsaaro ke
Hamsa naa ho o o koyee divaana, patthar ke sanam...
Socha tha yeh badh jaayengee tanhaayeeya jab raato kee
Rasta hame dikhlaayengee shaame wafa inn haatho kee
Thokar lagee ee tab pehchaana, patthar ke sanam...
Ay kaash ke hotee khabar tune kise thukraaya hai
Shisha nahee saagar nahee mandir sa ik dil dhaaya hai
Sau aasma aa n hain veeraana
Patthar ke sanam, tujhe hamne mohabbat kaa khuda jaana
Badhee bhul huyee are hamne, yeh kya samjha, yeh kya jaana
Pathar ke sanam...



Авторы: TIM POTTIER, LAXMIKANT PYARELAL, SULTANPURI MAJROOH, MAJROOH SULTANPURI


Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.