Mukesh - Na Huyi Gar Mere Marne Se текст песни

Текст песни Na Huyi Gar Mere Marne Se - Mukesh



Na hui gar mere marne se tasalli na sahiimti
Han aur bhi baqi ho to ye bhi na sahikhar-khar-e-alam-e-hasrat-e-didar to haishauq gulshin-e-gulistan-e-tasalli na sahi
May parastan khum-e-may munh se lagaye hi bane
Ek din gar na hua bazm mein saqi na sahi
Nafaz-e-qais k hai chashm-o-charag-e-sahra
Gar nahi shama-e-siyahakhana-e-laila na sahi
Ek hangame pe maukuf hai ghar ki raunaknoh-e-gam hi sahi, nagma-e-shadi na sahi
Na sataish ki tamanna na sile ki parwahgar nahi hai mere ashar mein mane na sahi
Ishrat-e-sohabat-e-khuban hi ganimat samjho
Na hui "Ghalib" agar umr-e-tabii na sahi



Авторы: Mirza Ghalib


Mukesh - Bhuulnewale Yaad Na Aa
Альбом Bhuulnewale Yaad Na Aa
дата релиза
30-01-1990




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.