Ravindra Jain - Priya Shyam Sakha текст песни

Текст песни Priya Shyam Sakha - Ravindra Jain



Priya shyam sakha tu hai sune naino ka ujiyara
Tuhi jeevan data Tuhi jeevan ka rakhwara
Andhiyare antar mein tune antar jyoti jagayi
Antar tanik na rakha bas gya antar beech kanhayi
Mujhme mukhrit hoke mujhse krishna katha kehlayi
Sab kuch swayam kiya aur de di mujhko naam badaai
Maine toh bas bhule bhatke jai shri krishna uchchara
Ved purano se nahi hoti prabhu teri paribhasha
Main agyaani kaise gau swar hai aur na bhasha
Tera darshan teri sewa janmo ki abhilasha
Tere shri charno mein soti aasha aur nirasha
Ant samay hari sadgati dena rakhna dhyaan hamara
Hare krishna Hare krishna



Авторы: Ravindra Jain


Ravindra Jain - Jai Jai Shree Krishna (Vol. 1)
Альбом Jai Jai Shree Krishna (Vol. 1)
дата релиза
03-11-2021




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.