Sachin Gupta - Mai Kahu Na Kahu текст песни

Текст песни Mai Kahu Na Kahu - Sachin Gupta



Main kahu na kahu
Koi pal aaj pal mujhse katataa nahin
Tere bin ab kahin sach hain na
Are nahin nahin main to hun aaram se
Mujhe to yeh lagata hain tum gayi kaam se
Guzare jo lamhe tumhare bagair
Wo har lamha guzara yun hi bewajeh
Guzare jo lamhe tumhare bagair
Wo har lamha guzara yun hi bewajeh
Kyun ab dil yeh dhundhe tumhe har jageh
Sach bolo tumhe hua hain
Ilm kya kal shaam se
Mujhe to yeh lagata hain tum gayi kaam se
Main humrah teri khayalon mein hun
Magar chahati hun yeh saugat dun
Main humrah teri khayalon mein hun
Magar chahati hun yeh saugat dun
Main humsaya bankar tera saath dun
Uff socha tune chhedli
Hawayein phir mere naam se
Mujhe to yeh lagata hain tum gaye kaam se




Sachin Gupta - Unforgettable
Альбом Unforgettable
дата релиза
26-05-2014




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.