Sadhana Sargam feat. Kumar Sanu - Jaan Se Badhkar текст песни

Текст песни Jaan Se Badhkar - Kumar Sanu , Sadhana Sargam




Jaan se badhkar janam tujhko pyaar karte hai
Jaan se badhkar janam tujhko pyaar karte hai
Diwana dil kehta hai tujh bin ji nahi sakte hai
Jaan se badhkar janam tujhko pyaar karte hai
Diwana dil kehta hai tujh bin ji nahi sakte hai
Ho ji nahi sakte hai
Pehli nazar mein dil mein samayeh ho
Pyar banke aayeh ho meri jindagi me
Tum jo mile ho sab kuch mila hai
Kitna hasi pyaar ka silsila hai
Yeh silsila hai
Jaan se badhkar jaanam tujhko pyaar karte hai
Diwana dil kehta hai tujh bin ji nahi sakte hai
Ho ji nahi sakte hai
Bekarari had se badhti jaayeh
Tu hi tu mujhko nazar aaye
Pyar mein aksar aisa hota hai
Kabhi dil hase kabhi rota hai
Diwane sabhi humko kehte hai
Jaan se badhkar janam tujhko pyaar karte hai
Diwana dil kehta hai tujh bin ji nahi sakte hai
Haan ji nahi sakte hai
Pyar se teri maang saja du
Tujhko apni dulhan bana lu
Maangi hai maine rab se duvaaye
Kabhi kam naa hongi apni wafaayeh apni wafaaye
Jaan se badhkar janam tujhko pyaar karte hai
Diwana dil kehta hai tujh bin ji nahi sakte hai
Jaan se badhkar janam tujhko pyaar karte hai
Diwana dil kehta hai tujh bin ji nahi sakte hai
Ho ji nahi sakte hai



Авторы: KIRAN MISHRA, RANI MALIK, PANDIT JATIN, LALIT PANDIT, ANWAR SAGAR


Sadhana Sargam feat. Kumar Sanu - Aadmi (Original Motion Picture Soundtrack)
Альбом Aadmi (Original Motion Picture Soundtrack)
дата релиза
01-10-1993




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.
//}