Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani & Loy Mendonsa - Neki Kar текст песни

Текст песни Neki Kar - Shankar Mahadevan



Neki kar
Neki kar
Neki Kar
Neki kar
Neki kar
Neki Kar
Hai kitna paa liya ab talak
Zara dene ka jashn ab manaa
Hai kitna paa liya ab talak
Zara dene ka jashn ab manaa
Kisi muskaan ki banke wajah
Desh ka kar le thoda bhala
Thoda Bhala
Desh ka kar le thoda bhala
Thoda Bhala
Bhaagti daudti zindagi se samay toh nikaal
Aazaadi se kar achchai hum banenge misaal
Chhota yaa bada ho kaam
Neki kar, desh ke naam
Neki kar, desh ke naam
Neki kar, desh ke naam
Desh ka kar le thoda bhala
Desh ka kar le thoda bhala
Har ghar mein tiranga laga, laga
Har ghar mein tiranga laga
Kisiko kuch naya de sikha
Zara se ped paudhe tu laga
Kisiko kuch naya de sikha
Zara se ped paudhe tu laga
Samandar saaf karke bhi dikha
Desh ka kar le thoda bhala
Thoda Bhala
Desh ka kar le thoda bhala
Thoda Bhala
Hain khadey saath mein hazaaron hum karenge kamaal
Reh na jaaye koi bhi peechhe sabhi rahenge khush-haal
Chota Ya Bada Mukaam
Neki kar, desh ke naam
Neki kar, desh ke naam
Neki kar, desh ke naam
Desh ka kar le thoda bhala
Desh ka kar le thoda bhala
Har ghar mein tiranga laga, laga
Har ghar mein tiranga laga
Chota Ya Bada Mukaam
Neki kar, desh ke naam
Neki kar, desh ke naam
Neki kar, desh ke naam
Desh ka kar le thoda bhala
Desh ka kar le thoda bhala
Har ghar mein tiranga laga, laga
Har ghar mein tiranga laga
Tiranga laga, karle thoda bhala
Tiranga laga
Tiranga Laga



Авторы: Shankar Ehsaan Loy, Tanishk Nabar


Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani & Loy Mendonsa - Neki Kar - Single
Альбом Neki Kar - Single
дата релиза
15-08-2022




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.