Shreya Ghoshal - Albeliya текст песни

Текст песни Albeliya - Shreya Ghoshal



Koi parda koi alat
Mere hi aankhon mein maare
Maare he. taana maare
Maare he. taana
Jab gijhki jab kaanpe
Hontho ki jodi to maine
Haan maine. jaana maine
Maine aa. jaana
Main toh aazaadi mein bhi kaid ho gayi
Mere albeliya tu kheliyaan
Main toh aazaadi mein bhi kaid ho gayi
Mere albeliya tu kheliyaan
Albeliyan ve tu kheliyaan
Badla hai sheesha ya ve ho gayi nayi
Mere albeliyaan tu kheliyaan
Albeliyan ve tu kheliyaan
Maine jo duniya ka chehra nihaaru
Unko Hi Paaun
Par jab bhi vo mere or dekhein
Chehra chhupaaun haan...
Khwaabon mein har, mere khuda
Rang bhar rahe hain
Unka junoon aur meri jaan ek kar rahe hain
Haaye lutne mein kitna maza hai, kaise bataun
Dekho khud ko toh jaise aur hai koi
Mere albeliyaan tu kheliyan
Dekhon khud ko toh jaise aur hai koi
Mere albeliyaan tu kheliyan
Albeliya ve tu kheliyaan
Jhooti main jhooti thehiri to sahi, sahi
Mere albeliyaa tu kheliyaa
Albeliyaa ve tu kheliyaa
Albeliya... albeliyaan...



Авторы: KAILASH KHER


Shreya Ghoshal - Desi Kattey
Альбом Desi Kattey
дата релиза
21-05-2018




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.