Tunar - GILA текст песни

Текст песни GILA - Tunar



Jal rahi hai ek kitaab
Jal raha hai ek khaab
Har taraf hai raakh or dhuan
Dhool se saza hua hai
Aaina dara hua hai
Chup raha ho raaz ek naya
Bin kalm ka syahion ke
Hashr hai jo bagiyon ki
Bheed mai ho baitha ek gulaam
Chin gaya jo ashiyan
Tho badalon ke aasma ke
Neeche barishon se kya gila
Chid chuki hai jang aaj
Bhed jaat shwet raat
Kabr mai saza hai ek inaam
Imaan
Sookh ke padi hui hai
Daliyan thaki hui hai
Janne na ye neend tooti khat
O raahi o o raahi o
Hai raat ek khafa
O raahi o o raahi o
Kyu dil se hai gila
Bin kalm ka syahion ke
Hashr hai jo bagiyon ki
Bheed mai ho baitha ek gulaam
Chin gaya jo ashiyan
Tho badalon ke aasma ke
Neeche barishon se kya gila



Авторы: Sachin Rawat


Tunar - GILA
Альбом GILA
дата релиза
12-06-2021

1 GILA




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.