Текст песни Dost Hairan Na Ho - Ustad Ahmed Hussain feat. Ustad Mohammed Hussain
Dost
hairaan
na
ho,
Zindagi
me
to
ye
hota
hi
raha
hai
aksar.
Dost
hairaan
na
ho...
Jisko
chacha
tha
tera
ho
na
saka
to
kya
gam.
Apni
naqaam
muhabbat
pe
pashemaan
na
ho.
Jo
maza
ishq
ka
khoney
me
hai
paane
me
nahi.
Tum
jo
thukraye
gaye
ho
to
pasheman
na
ho.
Ek
rangeen
si
duniya
ke
mehekte
huy
khawaab.
Tumne
dekhe
they
tarashey
they
muhabbat
me
kabhi.
Aaj
sab
talkh
haqeeqat
me
kahin
doob
gaye.
Kyunki
har
daur
me
is
khail
ka
anjaam
yahi.
Chand
lamhon
ke
liye
hota
hai
gam
ka
aehsaas.
Aisa
lagta
hai
ki
jo
rishtey
they
sab
toot
gaye.
Zindagi
me
ye
zeher
roz
kai
peetey
hain.
Waqt
ke
saath
kai
log
they
jo
chooth
gaye.
Kis
ne
paayi
hai
bhala
dard-e-gham-e-dil
se
najaat.
Sabr
ka
jaam
to
peena
hi
padega
aye
dost.
Muskuratey
huy
har
zakhm
ko
sehna
hoga.
Tumko
har
haal
me
jeena
hi
padega
aye
dost.
#Sang
By
Ustab
Ahmad
Hussain
Muhammad
Hussain
Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.