Ustad Ahmed Hussain feat. Ustad Mohammed Hussain - Tu Mere Saath Na Chal текст песни

Текст песни Tu Mere Saath Na Chal - Ustad Ahmed Hussain feat. Ustad Mohammed Hussain



Tu mere saath na chal
Aye meri roohe ghazal
Tu mere saath na chal
Aye meri roohe ghazal
Log badnaam na kardeto
Iraado ko badal
Tu mere saath na chal
Aye meri roohe ghazal
Maine maana ke bahot
Pyaar kiya hain tune
Saath hi jeene ka
Ikaraar kiya hain tune
Maanle baat meri dekha
Tu iss raah na chal
Tu mere saath na chal
Aye meri roohe ghazal
Log badnaam na kardeto
Iraado ko badal
Tu mere saath na chal
Aye meri roohe ghazal
Saath dekhenge to
Phir log kahege kya kya
Sochale sochale ilzaam
Dhar de kyaa kyaa
Aye meri parda nashi
Dekhna parde se nikal
Tu mere saath na chal
Aye meri roohe ghazal
Log badnaam na kardeto
Iraado ko badal
Tu mere saath na chal
Aye meri roohe ghazal
Apni ulfat pe kabhi aanch
Na aa jaaye kahin
Teri rushwaai ho ye baat
Gawara hi nahi
Dekhna naadan na ban
Hosh mein aa yun na machal
Tu mere saath na chal
Aye meri roohe ghazal
Log badnaam na kardeto
Iraado ko badal
Tu mere saath na chal



Авторы: ahmed hussain, ustad mohammed hussain, hasrat jaipuri, ustad ahmed hussain


Ustad Ahmed Hussain feat. Ustad Mohammed Hussain - Zindagi - The Life
Альбом Zindagi - The Life
дата релиза
12-05-2008




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.