Ustad Ahmed Hussain feat. Ustad Mohammed Hussain - Sawan Ke Suhane Mausam Mein текст песни

Текст песни Sawan Ke Suhane Mausam Mein - Ustad Ahmed Hussain feat. Ustad Mohammed Hussain



Sawan ke Suhane mausam mein
Sawan ke Suhane mausam m ein
Ek roop ki rani yaad aayi
Woh bhaav ka manzar yaad aaya
Choolon ki kahani yaad aayi
Sawan ke Suhane mausam mein
Madhosh faza mastana sama
Badal ka woh chukna kheton par
Yoon mast hawa leherane lagi
Yoon mast hawa leherane lagi
Chundri koyi dhaani yaad aayi
Woh bhaav ka manzar yaad aaya
Choolon ki kahani yaad aayi
Sawan ke Suhane mausam mein
Koyal ki malharein mathwali
Moron ke taraane mastaane
Koyal ki malharein mathwali
Moron ke taraane mastaane
Rimjhim ka woh aalam kya kahiye
Rimjhim ka woh aalam kya kahiye
Woh baat purani yaad aayi
Woh bhaav ka manzar yaad aaya
Choolon ki kahani yaad aayi
Sawan ke Suhane mausam mein
Har sinth basanthi phool khile
Har sinth basanthi phool khile
Gulshan mein bahaarein jab aayi
Har sinth basanthi phool khile
Gulshan mein bahaarein jab aayi
Jo saath kisi ke guzari thi
Jo saath kisi ke guzari thi
Woh shaam suhani yaad aayi
Woh bhaav ka manzar yaad aaya
Choolon ki kahani yaad aayi
Sawan ke Suhane mausam mein



Авторы: ahmed hussain, ustad mohammed hussain, hasrat jaipuri, ustad ahmed hussain


Ustad Ahmed Hussain feat. Ustad Mohammed Hussain - Guldasta
Альбом Guldasta
дата релиза
01-01-1981




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.