Zakir Sudhmahadev feat. Aliya Wani - KAHANIYAN текст песни

Текст песни KAHANIYAN - Zakir Sudhmahadev



Hawawan te hawawan
Aundiyan te jandiya
Tu layi si toofan
Keeta sab nuksaan
Keeta sab barbaad
Keeta nist o naboot
Ye dil mein junoon
Dikhawe ka hai naam ka
Sambhale rakha khat tera
Mere kis kaam ka
Ajeeb hai mein ya
Ajeeb hai tu
Azeez hun mein ya
Azeez hai tu
Badnaseeb hun mein
Qareeb na tu
Pa sawaal hai tu
Aur Jawaab bhi tu
Lajawaab hai tu
Kya kamaal hai tu
Bemisaal hai tu
Marne ke baad
Lafz rkhna yaad
Qarz rkhna yaad
Farz rkhna yaad
Mera marz rkhna yaad
Kese Karata tayar
Shayari mein dhaal
Karta dil ki woh baat
Azaad nahi hum
Thehre gulaam
Teer bane hum
Tere hath mein kaman
Teer bane hum
Tere hath mein kaman
Lafzon mein tumko
Chhupa ke rakha hai
Sapnon mein tumko
Saja ke rakha hai
Lafzon mein tumko
Chhupa ke rakha hai
Sapnon mein tumko
Saja ke rakha hai
Kahaniyan Kahaniyan
Rakhi thi sambhal
Teri woh nishaniyan
Khud hi hun dekhta
Na kissi ko dikhaniyan
Aaj bhi yaad hain
Teri woh shaitaniyan
Kahaniyan Kahaniyan
Rakhi thi sambhal
Teri woh nishaniyan
Khud hi hun dekhta
Na kissi ko dikhaniyan
Aaj bhi yaad hain
Teri woh shaitaniyan
Shayar ban gya mein
Sher likhne laga
Mein mahir ban gaya
Zer zabar likhne laga
Dekha tujhe toh
Matlah bhool gaya
Tune nazarein aisi pheri
Mein gazal bhool gaya
Likhte the jo lafz sare
Dhuwan hogye
Beete the jo pal
Sab juaa hogye
Kagz ki siyahi
Kahan beh gayi
Lifafe mein band
Teri tasveer
Kyun mere jana
Kheench di lakeer
Mein hogya faqeer
Mein hogya zaleel
Tere unqareeb
Aana hai mushkil
Mein paa sakta tujhe
Par ban gya bhuzdil
Kahaniyan
Kahaniyan
Kahaniyan
Teri meri
Kahaniyan
Teri Meri
Kahaniyan
Kahaniyan
Kahaniyan
Teri meri
Kahaniyan
Teri Meri



Авторы: Zakir Sudhmahadev


Zakir Sudhmahadev feat. Aliya Wani - Ek Pal
Альбом Ek Pal
дата релиза
05-02-2022




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.