Songtexte Aaj Milkar Bhi Unse - Nusrat Fateh Ali Khan & Qawwali
Aaj
milkar
bhi
unse
na
kuch
baat
ki
Haye
majbooriyan
mere
haalaat
ki
Kuch
keh
na
sakun
Chup
reh
na
sakun
Nahi
maaloom
tha
kis
kis
tarah
laachar
karta
hai
Dil
usko
jaanta
hai
bewafa
pae
pyar
karta
hai
Mere
hi
saamne
wo
pehlu
Mein
dushman
ke
baithe
hain
Suna
pehle
mujhse
kissa
e
gham
phir
zubaan
kaati
Hamesha
ke
liye
keh
kar
ke
rakh
di
dastaan
meri
Bas
itni
si
doori
ye
main
hoon
ye
manzil
Kahaan
aa
kar
phoote
hain
mere
paaon
ke
chchale
Zabt
karta
hoon
to
ghut
ta
hai
mera
qafas
mein
mera
dam
Aah
karta
hoon
toh
sayyad
khafa
hota
hai
Duni
ek
kya
sab
zamaana
khafa
hai
Na
koi
bhala
hai
na
koi
bura
hai
Ye
mere
mukaddar
ki
saari
khata
hai
Ye
mana
koi
waqt
e
rahat
nahi
hai
Lekin
tumse
koi
shikayat
nahi
hai
Us
jagah
bazm
mein
saaki
ne
baithaya
hai
hamein
Haath
phailayein
toh
jaata
nahi
paimaane
tak
Bakhiya
jaa
ke
dil
kyun
na
khulne
lage
Hijr
ki
raat
phir
wo
bhi
barsaat
ki
Din
kata
jis
tarah
kata
lekin
Raat
kat
ti
nazar
nahi
aati
Bin
piya
barsaat
mein
muhn
ko
kaleja
aaye
hai
Dil
tarap
uthta
hai
jab
kaali
badariya
chchayehai
Kissi
ki
shab
e
wasl
sote
kate
Kisi
ki
shab
e
hijr
rote
kate
Hamaari
ye
shab
kaisi
shab
hai
ya
rabb
Ke
na
rote
kate
na
sote
kate
Allah
allah
majaz
e
haqiqat
numa
Wo
bashar
hai
ke
tasvir
hai
zaat
ki
Saakiya
saakiya
jaam
de
jaam
de
Sun
ke
aayein
hain
shohrat
sanapaat
ki
Aye
'Naseer'
unko
apna
bana
lenge
ham
KKuchoorat
toh
nikle
mulaakat
ki
Attention! Feel free to leave feedback.