A.R. Rahman, Sonu Nigam & Madhushree - In Lamhon Ke Daaman Mein (From "Jodhaa Akbar") Lyrics

Lyrics In Lamhon Ke Daaman Mein (From "Jodhaa Akbar") - Madhushree , Sonu Nigam



In Lamhon Ke Daaman Mein
Pakiza Se Riste Hain
Koi Kalma Mohabat Ka
Dohrate Farishte Hain
Khamosh Si Hai Zameen Hairaan Sa Falak Hai
Ek Noor Hi Noor Sa Ab Aasman Talak Hai
(Nagmein Hi Nagmein Hai Jagti Soti Fizaon Mein
Husn Hai Sari Adaon Mein
Ishq Hai Jaise Hawaon Mein)... (2)
Tanana Dom Ta Dom Tanana Dom Ta Dom
Tanana Dom Ta Dom Tanana Dom Ta Dom
Tanam Tanam Tanam Tanana Dom Tom
Tanana Dom Ta Dom Tanana Dom Ta Dom
Tanana Dom Ta Dom Tanana Dom Ta Dom
Tana Dom Tom Tana Dom Tom Tanana Dom Tom
Dom Tom Tana Nana Dom Tom Tana Dom
Dom Tom Tana Nana Dom Tom Tana
Ohhoo
Dom Dom Tom Tana Nana Dom Tom Tana
Dom Tom Tana Nana Dom Tom Tana Nana
Kaise Yeh Ishq Hai
Kaisa Yeh Khwab Hai
Kaise Jazbaat Ka Umda Salab Hai
Kaise Yeh Ishq Hai
Kaisa Yeh Khwab Hai
Kaise Jazbaat Ka Umda Salab Hai
Din Badle Raatein Badli, Baathein Badli
Jeene Ke Aandaz Hi Badlein Hai
In Lamhon Ke Daaman Mein
Pakiza Se Riste Hain
Koi Kalma Mohabat Ka
Dohrate Farishte Hain
Samay Ne Yeh Kya Kiya
Badal Di Hai Kaya
Tumhe Mene Paa Liye
Mujhe Tumne Paya
Mile Dekho Aise Hai Hum
Ke Do Sur Ho Jaise Madham
Koi Jyada Na Koi Kaam
Kise Aag Mein
Ke Prem Aag Mein
Jalte Dono Hi The Tan Bhi Hai Maan Bhi
Maan Bhi Hai Tan Bhi
Tan Bhi Hai Maan Bhi
Maan Bhi Hai Tan Bhi
Mere Khwaabon Ke Is Gulistaan Mein
Tumse Hi Tum Bahar Chai Hai
Phoolon Mein Rang Mere The Lekin
In Mein Khusboon Tumhi Se Aaye Hai
(Kyon Hai Yeh Arzoo
Kyon Hai Yeh Zustzu
Kyon Dil Bechain Hai
Kyon Dil Betaab Hai)... (2)
Din Badle Raatein Badli Baatien Badli
Jeene Ke Andaaz Hi Badle Hain
In Lamhon Ke Daaman Mein
Pakiza Se Riste Hain
Koi Kalma Mohabat Ka
Dohrate Farishte Hain
Khamosh Si Hai Zameen Hairaan Sa Falak Hai
Ek Noor Hi Noor Sa Ab Aasman Talak Hai
Nagmein Hi Nagmein Hai Jagti Soti Fizaon Mein
Husn Hai Sari Adaon Mein
Ishq Hai Jaise Hawaon Mein
Ishq Hai Jaise Hawaon Mein... In Lamhon Ke Daaman Mein Pakiza Se Riste Hain Koi Kalma Mohabat Ka Dohrate Farishte Hain Khamosh Si Hai Zameen Hairaan Sa Falak Hai Ek Noor Hi Noor Sa Ab Aasman Talak Hai (Nagmein Hi Nagmein Hai Jagti Soti Fizaon Mein Husn Hai Sari Adaon Mein Ishq Hai Jaise Hawaon Mein)... (2) Tanana Dom Ta Dom Tanana Dom Ta Dom Tanana Dom Ta Dom Tanana Dom Ta Dom Tanam Tanam Tanam Tanana Dom Tom Tanana Dom Ta Dom Tanana Dom Ta Dom Tanana Dom Ta Dom Tanana Dom Ta Dom Tana Dom Tom Tana Dom Tom Tanana Dom Tom Dom Tom Tana Nana Dom Tom Tana Dom Dom Tom Tana Nana Dom Tom Tana Ohhoo Dom Dom Tom Tana Nana Dom Tom Tana Dom Tom Tana Nana Dom Tom Tana Nana Kaise Yeh Ishq Hai Kaisa Yeh Khwab Hai Kaise Jazbaat Ka Umda Salab Hai Kaise Yeh Ishq Hai Kaisa Yeh Khwab Hai Kaise Jazbaat Ka Umda Salab Hai Din Badle Raatein Badli, Baathein Badli Jeene Ke Aandaz Hi Badlein Hai In Lamhon Ke Daaman Mein Pakiza Se Riste Hain Koi Kalma Mohabat Ka Dohrate Farishte Hain Samay Ne Yeh Kya Kiya Badal Di Hai Kaya Tumhe Mene Paa Liye Mujhe Tumne Paya Mile Dekho Aise Hai Hum Ke Do Sur Ho Jaise Madham Koi Jyada Na Koi Kaam Kise Aag Mein Ke Prem Aag Mein Jalte Dono Hi The Tan Bhi Hai Maan Bhi Maan Bhi Hai Tan Bhi Tan Bhi Hai Maan Bhi Maan Bhi Hai Tan Bhi Mere Khwaabon Ke Is Gulistaan Mein Tumse Hi Tum Bahar Chai Hai Phoolon Mein Rang Mere The Lekin In Mein Khusboon Tumhi Se Aaye Hai (Kyon Hai Yeh Arzoo Kyon Hai Yeh Zustzu Kyon Dil Bechain Hai Kyon Dil Betaab Hai)... (2) Din Badle Raatein Badli Baatien Badli Jeene Ke Andaaz Hi Badle Hain In Lamhon Ke Daaman Mein Pakiza Se Riste Hain Koi Kalma Mohabat Ka Dohrate Farishte Hain Khamosh Si Hai Zameen Hairaan Sa Falak Hai Ek Noor Hi Noor Sa Ab Aasman Talak Hai Nagmein Hi Nagmein Hai Jagti Soti Fizaon Mein Husn Hai Sari Adaon Mein Ishq Hai Jaise Hawaon Mein Ishq Hai Jaise Hawaon Mein...




A.R. Rahman, Sonu Nigam & Madhushree - And the Award goes to...A R Rahman



Attention! Feel free to leave feedback.