Abhijeet & Sadhana Sargam - Deewana Deewana Lyrics

Lyrics Deewana Deewana - Abhijeet , Sadhana Sargam



Aashiqui kya hai, tu hai
Deewangi kya hai, tu hai
Zindagi kya hai, tu hai
Bandagi kya hai, tu hai
Tu. tu. tu. tu. tu.
O priya o priya o priya o priya
Teri aankhon ka deewana
Deewana deewana
Teri baton ka deewana
Deewana deewana
Teri har' ada ka main jaaneman
Jaane jaan main deewana
Deewana deewana deewana
Deewana main tere liye
Teri aankhon ka deewana
Deewana deewana
Teri baton ka deewana
Deewana deewana
Teri har' ada ka main jaaneman
Jaane jaan mai deewana
Deewani deewani deewani
Deewani main tere liye
Teri chahat ki deewani
Deewani deewani
Teri baton ki deewani
Deewani deewani
Teri har ada ki main
Jaaneman jaane jaan haan deewani
Deewana deewana deewana
Deewana main tere liye
Kal tak jo gunaah tha teri kasam
Aaj hai ibadat mere liye
Tu hansti rahe tu gaati rahe
Tera har gham jaanam mere liye
Tu mere dil ki dhadkan hai
Mujhe tujh se pyara koi nahi
Tere baad meri priya
Mere jeene ka sahara koi nahi
So baar jiyun so baar maroon
Meri jaan jo tere kaam aaye
O Priya, o priya, o priya, o priya
Deewana deewana deewana
Deewana main tere liye
Deewani deewani deewani
Deewani main haan tere liye
Aashiqui kya hai tu hai
Deewangi kya hai tu hai
Zindagi kya hai tu hai
Bandagi kya hai tu hai
Tu. tu. tu. tu. tu.
Mere dil ko dhadakne ke liye
Ek teri hi zarurat hai
Aa tujhko chhupa loon aankhon me
Mere dil me teri murat hai
Tujhko koi or dekhe to mai jal jaunga
Teri khatir sari dunia se main lad jaunga
Mera hasna tere sang
Mera rona tere sang
Mera jeena tere sang
Mera marna tere sang
Tuhi meri shayari
Aashiqui justzu aarzoo
O priya o priya o priya o priya
Teri aankho ka deewana
Deewana deewana
Teri bato ka deewana
Deewana deewana
Teri ada ka mai janeman
Janeja mai deewana
Deewani deewani deewani
Deewani mai tere liye
Teri chahat ki deewani
Deewani deewani
Teri bato ki deewani
Deewani deewani
Teri har ada ki mai janeman
Jane ja ha deewani



Writer(s): Rahat Indoree, Anu Malik


Abhijeet & Sadhana Sargam - Daraar (Original Motion Picture Soundtrack)
Album Daraar (Original Motion Picture Soundtrack)
date of release
02-03-1996



Attention! Feel free to leave feedback.