Alka Yagnik, Jaspinder Narula, Sudesh Bhosle & Udit Narayan - Humne Suna Hai Lyrics

Lyrics Humne Suna Hai - Alka Yagnik, Jaspinder Narula, Sudesh Bhosle & Udit Narayan



Hamne sunaa hai, tumne jeevan-saathee chunaa hai
Jiskoo tumne chun hee liya hai, chiz vo kya hai?
Are, hamne sunaa hai, tumne jeevan-saathee chunaa hai
Jiskoo tumne chun hee liya hai, chiz vo kya hai?
Kaheen hoga naa aisa ek bhee, hoshiyaar bhee hai, vo nek bhee
Use duniyaa mein saba kehthe hain achchha
Kabhi jhooth nahin vo bolta, kabhi zahar nahin vo gholta
Vo dil ka saafe hai aur bilkul sachcha, samjhe baccha?
Hamne sunaa hai, tumne jeevan-saathee chunaa hai
Jiskoo tumne chun hee liya hai, chiz vo kya hai?
Ye to bataa do, hamein samajh do, hai kis gharaane ka vo?
Vo nahin aisa-vaisaa, nahin tumhaare jesaa, hai nae zamaane ka vo
Ye to bataa do, hamein samajh do, hai kis gharaane ka vo?
Vo nahin aisa-vaisaa, nahin tumhaare jesaa, hai nae zamaane ka vo
Kaheen padaa use kya paayaa tha ya vo khud rota aayaa tha?
Humse to kaho, hum par yaqiin kar lo
Jo tumne ishaara hai kiya, maine pehle hee tha kah diya
Ladke kee pooree chaan-been kar lo (chup bhee raho)
Are, hamne sunaa hai, tumne jeevan-saathee chunaa hai
Jiskoo tumne chun hee liya hai, chiz vo kya hai?
(chiz vo kya hai?)
Chup rahata hai ki bole jaataa hai? kya bore karthaa hai vo?
Jae kaheen vo, jo baath kare to ek rang bhartaa hai vo
Chup rahata hai ki bole jaataa hai? kya bore karthaa hai vo?
Haan, jae kaheen vo, jo baath kare to ek rang bhartaa hai vo
Indian hai ya angrez hai? vo seedha hai ya tej hai?
Himmatwala hai kya mere jesaa?
Nikamma hai ya kaam ka? pati banegaa bas kya naam ka?
Vo jesaa bhee ho, par naa ho aisa (aisa-vaisaa)
Hamne sunaa hai, tumne jeevan-saathee chunaa hai
Jiskoo tumne chun hee liya hai, chiz vo kya hai?
Haan, tumne sunaa hai, tumne bilkul theek sunaa hai
Maine jeevan-saathee chunaa hai, kyun kahoon, kya hai
(chiz vo kya hai?)
Kyun kahoon, kya hai
(chiz vo kya hai?)
Naa-naa-naa, kyun kahoon, kya hai
(chiz vo kya hai?)




Alka Yagnik, Jaspinder Narula, Sudesh Bhosle & Udit Narayan - Main Yahaan Hoon - Hits of Udit Narayan
Album Main Yahaan Hoon - Hits of Udit Narayan
date of release
29-11-2013



Attention! Feel free to leave feedback.