Lata Mangeshkar - Chand Sa Mukhda Kyon Sharmaya Lyrics

Lyrics Chand Sa Mukhda Kyon Sharmaya - Lata Mangeshkar



Natkhat taaron, humein na nihaaro
Hamri ye preet nayi
Chaand sa mukhda kyun sharmaya?
Chaand sa mukhda kyun sharmaya?
Aankh mili aur dil ghabraya
Chaand sa mukhda kyun sharmaya?
Aankh mili aur dil ghabraya
Haan, Chaand sa mukhda kyun sharmaya?
Jhuk gaye chanchal naina ek jhalki dikhlaake
Arre, jhuk gaye chanchal naina ek jhalki dikhlaake
Bolo, gori, kya rakha hai palko mein chhupake?
Tujhko, re saanwariya, tujhse hi churaake
Tujhko, re saanwariya, tujhse hi churaake
Naino mein sajaaya maine kajra banaake
Neend churayi, tune dil bhi churaya
Chaand sa mukhda kyun sharmaya?
Aankh mili aur dil ghabraya
Chaand sa mukhda kyun sharmaya?
Ye bheege nazaare karte hain ishaare
Ye bheege nazaare karte hain ishaare
Milne ki ye rut hai, gori, din hain humare
Sun lo, piya pyaare, kya kehte hain taare
Sun lo, piya pyaare, kya kehte hain taare
Humne to bichhadte dekhe kitno ke pyaare
Chaand sa mukhda kyun sharmaya?
Aankh mili aur dil ghabraya
Chaand sa mukhda kyun sharmaya?



Writer(s): Shailendra, S.d. Burman


Lata Mangeshkar - Best Of Lata Mangeshkar , Mohammed Rafi & Asha Bhosle 60s Evergreen




Attention! Feel free to leave feedback.