Lyrics Dulhan Chali - Mahendra Kapoor
Singers:
Mahendra
Kapoor
Purab
mein,
suraj
ne
chhedi,
jab
kirno
ki
shehnaai
Chamak
uthha
sindoor
gagan
pe,
pachchim
tak
laali
chhaayi
Hmmae,
hmmae
Dulhan
chali,
haan
pahen
chali,
Ho
re
dulhan
chali,
ho
pahen
chali
teen
rang
ki
choli
Baagon
mein
laheraaye
ganga
jamuna,
dekh
ke
duniya
doli
Dulhan
chali,
ho
pahen
chali
teen
rang
ki
choli
Aaae,
hoae
Taaj-mahal
jaisi
taaza
hai
surat
Chalti
phirti
ajanta
ki
murat
Mel
milaap
ki
mehandi
rachaayeae
balidaanon
ki
rangoli
Dulhan
chali
Ho
pahen
chali
teen
rang
ki
choli
Ho...
Aur
sajegi
abhi
aur
sawregi
Chadhhti
umariya
hai
aur
nikhregi
Apni
aazaadi
ki
dulhaniyaae
deep
ke
upar
holi
Dulhan
chali
Ho
pahen
chali
teen
rang
ki
choli
Baagon
mein
laheraaye
ganga
jamuna,
dekh
ke
duniya
doli
Dulhan
chali
Ho
pahen
chali
teen
rang
ki
choli
Desh
prem
hi
azaadi
ki
dulhaniya
ka
war
hai
Is
albeli
dulhan
ka
sindoor
suhaag
amar
hai
Maata
hai
Kasturba
jaisiae
baabul
Gandhi
jaise
Baabul
Gandhi
jaise
Chaacha
iske
Nehru
Shaastriae,
daren
na
dushman
kaise
Daren
na
dushman
kaise
Veer
Shivaaji
jaise
viren,
Lakshmi
baai
behna
Lakshman
jis
ke
bodh
Bhagat
Singh,
uska
phir
kya
kehna
Uska
phir
kya
kehna
Jiske
liye
jawaan
baha
sakte
hain
khoon
ki
ganga
Jiske
liye
jawaan
baha
sakte
hain
khoon
ki
ganga
Aage
peechhe
teenon
sena
le
ke
chalen
tiranga
Sena
chalti
hai
le
ke
tiranga
Sena
chalti
hai
le
ke
tiranga
Ho
koyi
hum
praant
ke
vaasi
ho
koyi
bhi
bhaasha-bhaashi
Sabse
pehle
hain
bhaaratvaasi
Sabse
pehle
hain
bhaaratvaasi...
(4)
Attention! Feel free to leave feedback.