Lyrics Dard Minnat Kashe - Mohammed Rafi
Dard
minnat-kash-e-davā
na
huā
Maiñ
na
achchhā
huā
burā
na
huā
Jam.a
karte
ho
kyuuñ
raqīboñ
ko
Ik
tamāshā
huā
gila
na
huā
Ham
kahāñ
qismat
āzmāne
jaa.eñ
Tū
hī
jab
ḳhanjar-āzmā
na
huā
Kitne
shīrīñ
haiñ
tere
lab
ki
raqīb
Gāliyāñ
khā
ke
be-mazā
na
huā
Hai
ḳhabar
garm
un
ke
aane
kī
Aaj
hī
ghar
meñ
boriyā
na
huā
Kyā
vo
namrūd
kī
ḳhudā.ī
thī
Bandagī
meñ
mirā
bhalā
na
huā
Jaan
dī
dī
huī
usī
kī
thī
Haq
to
yuuñ
hai
ki
haq
adā
na
huā
Zaḳhm
gar
dab
gayā
lahū
na
thamā
Kaam
gar
ruk
gayā
ravā
na
huā
Rahzanī
hai
ki
dil-sitānī
hai
Le
ke
dil
dil-sitāñ
ravāna
huā
Kuchh
to
paḌhiye
ki
log
kahte
haiñ
Aaj
'ġhālib'
ġhazal-sarā
na
huā.
1 Hum Bekhudi Mein Tum Ko Pukare (From "Kala Pani")
2 Door Rah Kar Na Karo Baat - From "Amaanat"
3 Koi Sagar Dil Ko Bahlata Nahin - From "Dil Diya Dard Liya"
4 Kabhi Khud Pe Kabhi Halat Pe Rona (From "Hum Dono")
5 Rang Aur Noor Ki Barat - From "Gazal"
6 Bhari Duniya Mein Akhir (From "Do Badan")
7 Shauq Har Rang
8 Poochh Na Mujh Se
9 Ghazab Kiya Tere Wade Pe Aitbaar Kiya
10 Hui Sham Unka Khayal Aa Gaya - From "Mere Hamdam Mere Dost"
11 Zikar Us Pariwash Ka
12 Main Deep Jalaye Baitha Hoon
13 Ek Hi Baat Zamane Ki Kitabon Mein Nahi
14 Haaye Mehamaan Kahan Yeh Gham E Jana Hoga
15 Jab Tere Pyar Ka Afsana
16 Kisi Ki Yaad Mein Payi Hain
17 Tod Do Ahd E Mohabbat
18 Zindagi Aaj Mere Naam Se (From "Son Of India")
19 Maine Jab Se Tujhe Aye Jaan E Ghazal
20 Aaj Mere Kareeb
21 Baithe Hain
22 Jalwo Waqt
23 Humko Mita Sake Yeh Zamane Mein Dam Nahin
24 Hansa Gagan Beech Roye
25 Keh Ke Bhi Na Aye
26 Muddat Huyi Hai
27 Yeh Na Thi Hamari Qismat
28 Nukta Chin Hai
29 Dard Minnat Kashe
30 Bazeecha-E-Atfal Hai
31 Bas Ek Dushwar Hai
32 Dilki Baat Kahi Nahin Jati
33 Diya Yeh Dil Agar Usko
34 Saqi Ke Har Nigah Pe
35 Na Shaq E Vasl Ka Dawa
36 Talkhi-E-Main Mein
37 Falsafe Ishq Mein Pesh Aaye Sawalon Ki Tarha
38 Kitni Raahat Hai Dil Toot Jane Ke Baad
39 Gham E-Hasti Se Bas Begana Hota (From "Vallah Kya Baat Hai")
40 Tasveer Banata Hoon Teri (From "Diwana")
Attention! Feel free to leave feedback.