Mohammed Rafi - Naam Abdul Hai Mera (From "Shaan") Lyrics

Lyrics Naam Abdul Hai Mera (From "Shaan") - Mohammed Rafi

Ya ali
Aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu

Naam abdul hai mera, kya, ho
Naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu
Aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu
Aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu
Naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu
Naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu
Sar kisike samne jhuk jaaye mera, ye mujhe manzur nahi
Aa pade vaqt to maut aaye sahi, par mai majbur nahi

Jaan par khel jaau, mai vo jigar rakhta hu

Naam abdul hai mera, kya, ha
Naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu
Aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu
Aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu
Naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu
Naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu
Kisne liya kisne diya, kisne kaha maal chhupa rakha hai
Maine is dil me saari duniya ka, hal chhupa rakha hai

Bol sakata hu zubaan, band magar rakhta hu
Bol sakata hu zubaan, band magar rakhta hu
Naam abdul hai mera, kya, ha
Naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu
Aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu
Aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu
Naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu
Naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu

Writer(s): BURMAN R D, BAKSHI ANAND

Mohammed Rafi - The Golden Melodies, Vol. 1
Album The Golden Melodies, Vol. 1
date of release
02-05-2014

Attention! Feel free to leave feedback.