Nusrat Fateh Ali Khan & Qawwali - Mast Nazron Se Allah Bachaye Lyrics

Lyrics Mast Nazron Se Allah Bachaye - Nusrat Fateh Ali Khan & Qawwali



Maine masoom baharo me tumhe dekha hai
Maine pur noor sitaro me tumhe dekha hai
Mere mehboob teri parda nashini ki qasam
Maine ashko ki qataroo me tumhe dekha hai
Koi bhi waqt ho has kar gujaar leta hoon
Kheeja ke doar mein aid-e-bahaar leta hoon
Gullo se rang sitaaro se roshni le kar
Jamaale yaar ka nakasha utaar leta hoon
Ye jo dewaane se do char nazar aate hai
In mein kuch sahib-e-aasrar nazar aate hai
Teri mehfil ka bharam rakhte hai so jaate hai
Warna ye log to be-daar nazar aate hai
Mere daamin mein to kaanto ke siva kuch bhi nahi
Aap phoole ke kharidaar nazar aate hai
Hashar mein kon gawahi meri dega sagar
Sab tumare hi tarafdaar nazar aate hai
Main fasaane talash karta hoon
Aap kunwaan dund kar laaye
Aao waada kasho ki basti se
Chand insaan dund kar laaye
Aaj ruthe huye saajan ko bahut yaad kiya
Aaaaaa aaj, aaj ruthe huye saajan ko bahut yaad kiya
Apne ujde huye gulshan ko bahut yaad kiya
Jab kabhi gardishe takdeer ne ghehra hai hume
Ghesuye yaar ki ulljan ko bahut yaad kiyaa
Umer jalwon mein basar ho yeh zaruri to nahi
Her shab e gham ki sahr ho yeh zaruri to nahi
Neend to dard ke bistar pe bhi aa sakti hai
Teri aaghosh mein sar ho yeh zaruri to nahi
Aag ko khail patangon ne samajh rakh hai
Sab ko anjam ka dar ho yeh zaruri to nahi
Shaikh karta hai jo masjid mein khuda ko sajde
Iske sajdoon mein asar ho yeh zauri to nahi
Sub ki saqi pe nazar ho yeh zaruri hai magar
Sub pe saqi ki nazar ho yeh zaruri to nahi
...ae
Mast Nazron Se, Allah, Allah Bachaaye
Mast Nazron Se, Allah, Allah Bachaaye
Mast Nazron Se, Allah, Allah Bachaaye
Mast Nazron Se, Allah, Allah Bachaaye
Allah bachaaye, Mast nazron se, Allah, Allah Bachaaye
Allah bachaaye, Mast nazron se, Allah, Allah Bachaaye
Kare kya koi, woh jo aaye yka yak
Nighao ko roku, ya dil ko sabhalu
Allah Bachaaye,
Mast Nazron Se, Allah, Allah Bachaaye
Mast Nazron Se, Allah, Allah Bachaaye
Hey! naashe ko bulaayo mera imaan sabhale
Allah Bachaaye,
Mast Nazron Se, Allah, Allah Bachaaye
Mast Nazron Se, Allah, Allah Bachaaye
Khuda bachayee teri must must ankhoon se
Farishta ho to behak jayee Aadmi kya hai bas!
Allah Bachaaye,
Mast Nazron Se, Allah, Allah Bachaaye
Mast Nazron Se, Allah, Allah Bachaaye
Tu log mye ishq ka keena aaye
Bhawro ko bhi jeene ka kareena aaye
Agar tu naaz se julaf bakhere saaki
Sawaan ki ghataoo ko paseena aaye
Allah Bachaaye,
Mast Nazron Se, Allah, Allah Bachaaye
Mast Nazron Se...
Allah Bachaaye, Mast nazron se Allah, Allah Bachaaye
Allah Bachaaye, Mast nazron se Allah, Allah Bachaaye
Mast Nazron Se, Allah, Allah Bachaayeeeeeee
Mast Nazron Se, Allah, Allah Bachaaye, Mahjamalon se Allah bachaayee
Mast Nazron Se, Allah, Allah Bachaaye, Mahjamalon se Allah bachaayee
Har bala sar peh aa jayee lekin Husan waloon se Allah bachaaye
Har bala sar peh aa jayee lekin Husan waloon se Allah bachaaye
Allah! bachaaye, Allah! bachaaye, Allah! bachaayeeee
Har bala sar peh aa jayee lekin Husan waloon se Allah bachaaye
Aaaaa...
Raag Darbari...(super)
Sa re ni sa re sa...
Sa ga ma pa da ni...
Sa sa ma ga pa da ni...
Har bala sar peh aa jayee lekin Husan waloon se Allah bachaaye
Inki maasumit par na jana...
Inki maasumit par na jana...
Inki maasumit par na jana,
Inke dhokay mein hargiz na aana
Loot laitay hain yeah muskara kar,
Inki chaalon se Allah bachaaye
Hey! loot lete hai, ye loot lete hai...
Ye loot lete hai...
Chalna sambhlna kar ae! dil-e-nadan abh Zara
Yeh loot laite hain
Ye loot lete hai...
Jhalak Rukh ke dekha kar Muskra kar yeah lout latin hain
Nighoon Sa nighoon ko mila kar yeh lout latin hain
Yeh achi Parda Dari Hai Yeh achi Dil nawazi hain
Hasa kar yeh lot latin hian aur Roula Kar yeh loot latin hain
Ye loot lete hai...
Mohulla hai Hasseno ka Kazaqo ke Basti
Ye loot lete hai...
Koi khoye huye osaan chala jaata hai
Koi dil mein liye armaan chala jaata hai
Husan waalo se ye keh do ke na nikle bahir
Dekhne waalo ka imaan chala jaata hai
Ye loot lete hai...
Ye loot lete hai...
Ye loot lete hai...
Aaaaa ye loot lete hai...
Aaaaa ye loot lete hai...
Ye loot lete hai...
(Sargam)...
Sa sa sa
Ye loot lete hai...
Ye loot lete hai
Inki chaalon se Allah bachaaye
Bholi Surat Hai Baatein Hein Bholi,
Muh Mein Kuch Hai Magar Dil Mein Kuch Hai
Laakh Chehra Shi Chaand Jaisa,
Dil Ke Kalon Se Allah Bachaaye
Laakh Chehra Shi Chaand Jaisa,
Dil Ke Kalon Se Allah Bachaaye
Laakh Chehra Shi Chaand Jaisa,
Dil Ke Kalon Se Allah Bachaaye
Dil Ke Kalon Se Allah Bachaayeeee
Dil Mein Hai Khuwahish E Hoor O Jannat
Aur Zahir Mein Shouq E Ibadat,
Bas Hamein Shaikh Ji Aap Jaise
Allah Waloon Say Allah Bachaaye
Bas Hamein Shaikh Ji Aap Jaise
Allah Waloon Say Allah Bachaaye
Inki Fidrat Mein Hai Bewafai
Janti Hai Yeh Sari Khudai
Ache Achon Ko Daite Hein Dhoka
Bhole Bhaloon Se Allah Bachaaye
Ae! Mast nazron say Allah bachaaye Mahjamalon say Allah bachaaye



Writer(s): Nusrat Fateh Ali Khan, Farrukh Ali Khan, Purnam Allah Abadi


Nusrat Fateh Ali Khan & Qawwali - Best Of Ustad Nusrat Fateh Ali Khan (The Legend) Vol. 242



Attention! Feel free to leave feedback.