Lyrics Nargisi Ankh Dore Gulabi - Nusrat Fateh Ali Khan
Teri
Payal
Agar
Chanak
Jaye
Gardesh-e-Asmaan
Titthak
Jaye
Tere
Hansne
Ki
Kaifiyat
Tauba
Jayse
Bijli
Chamak
Chamak
Jaye
Teri
Gardan
Ka
Tazkrah
Sun
Kar
Jo
Surahi
Hai
Who
Chalak
Jaye
Le
Agar
Jhoom
Kar
Tu
Angraie
Zindagi
Daar
Par
Latak
Jaye
Choor
Hai
Aiasse
Paak
Pan
Tera
Jayse
Das
Das
Ke
Saamp
Thak
Jaye
Teri
Ankoon
Ko
Daikh
Paiye
Agar
Jo
Frishta
Ho
Woh
Baihak
Jaye
Nargisi
Ankh
Doray
Gulabi
Mast
Yeh
Husn
Hai
Mai
Ke
Pyale
Sheikh
Agar
Daikh
Le
Tujh
Ko
Zalim
Apni
Taubah
Wahin
Torh
Dalay
Chain
Paye
To
Kis
Tarah
Paye
Dil
Sambhale
To
Kaise
Sambhale
Jis
Ka
Dil
Parh
Gaya
Ho
Sitam
Gar
Teri
Kafir
Adaon
Ke
Paalay
Koi
Daikhay
To
Kis
Kash
Ma
Kash
Mein
Ae
Bimar-e-Ulfat
Hai
Unka
Aj
Hi
Maut
Hai
Anay
Wali
Aj
Hi
Woh
Bhi
Hain
Anay
Walay
Kyun
Na
Ho
Jayein
Konain
Sadqay
Aise
Majzoob-e-Ulfat
Pe
Yaro
Khud
To
Ho
Jaye
Ruswa
Jahan
Mein
Pyar
Ka
Raaz
Dil
Mein
Chupa
Le
Baad
Marne
Ke
Meri
Lehed
Par
Janay
Kya
Soch
Kar
Dil
Bhar
Aya
Aa
Gaye
Unki
Ankhon
Mein
Ansoo
Phool
Jab
Meri
Turbat
Pe
Dalay
Kuch
To
Kar
Ehtram-e-Muhabbat
Kuch
To
Pas-e-Adab
Rakh
Lehed
Ka
Chadr-e-Gul
Charhane
Se
Pehle
Apni
Hathoon
Ki
Mehendi
Chupa
Le
Ae
Niyaz
Apni
Barbadiyon
Ka
Kar
Na
Shikwa
Shikayat
Kisi
Se
Hum
To
Pehle
Hi
Samjha
Rahe
Thay
Daikh
Zalim
Hain
Yeh
Husn
Walay
Attention! Feel free to leave feedback.