Nusrat Fateh Ali Khan - Yeh Sham Phir Nahin Aye Gee Lyrics

Lyrics Yeh Sham Phir Nahin Aye Gee - Nusrat Fateh Ali Khan



Yeh shaam phir nahin aayegi (2)
Kuch na kaha tou Kuch na suna tou Younhi dhal jaayegi
Yeh shaam phir nahin aayegi (2)
Kuch na kaha tou Kuch na suna tou Younhi dhal jaayegi
Yeh shaam phir nahin aayegi Yeh shaam
Aajhi karlon dilki baat kal pachtaoge
Aaj agar tum paas na aaye phir kab aaoge
Yeh pal beet gaaya tou jaanam kaha jaaoge
Tanhai ka dard kabhi tum sehna paaoge
Yeh shaam phir nahin aayegi Yeh shaam...
Dilruba O mere dilruba keya kiya Yeh tumnein keya kiya
Dil mera kyun kaha khhogaaya Pal mein kyun terahi hogaaya
Jaane keya nasha hai teri aankhon mein
Jaadoon sa bhara hai teri baaton mein
Saansein teri mehki meri saanson mein
Teri hi jhalak mere khwabon mein
Tere siva hai keya Duniya mein meri Jaan
Tu hai meri Zindegi Paas aa
Yeh shaam phir nahin aayegi Yeh shaam
Aaj hum Aye sanam Aaj hum Bhoulon kal Duniya ke ranj-o-gham
Yeh Kasam Kasam hai Pyaar ki Sath houn Sath houn har kadam
Younhi teri aankhon mein yeh aankhen ho
Chhoti chhoti Pyaar bhari baate ho
Bheegi bheegi rang bhari shaame ho
Jaagi jaagi raate teri yaade ho
Tere siva hai keya Duniya mein meri Jaan
Tu hai meri Zindegi Paas aa
Yeh shaam phir nahin aayegi (2)
Kuch na kaha tou Kuch na suna tou Younhi dhal jaayegi
Yeh sham phir nahin aayegi Yeh shaam
Aajhi karlon dilki baat kal pachtaoge
Aaj agar tum paas na aaye phir kab aaoge
Yeh pal beet gaaya tou jaanam kaha jaaoge
Tanhai ka dard kabhi tum sehna paaoge
Yeh shaam phir nahin aayegi Yeh shaam



Writer(s): Nusrat Fateh Ali Khan, Syed Gulrez


Nusrat Fateh Ali Khan - Salaam, Vol. 68
Album Salaam, Vol. 68
date of release
20-01-2007




Attention! Feel free to leave feedback.