Shamshad Begum feat. Mohammed Rafi - Solah Baras Ki Lyrics

Lyrics Solah Baras Ki - Mohammed Rafi , Shamshad Begum



Tu Kitne Baras Ka, Tu Kitne Baras Ki
Main Solah Baras Ki, To Main Satrah Baras Ka
Solah, Satra, Satra, Solah, Mil Na Jaayen Naina
Ek Do Baras Zara Door Rehna, Ek Do Baras Zara Door Rehna
Kuch Ho Gaya To Phir Na Kehna
Main Solah Baras Ki, Tu Satrah Baras Ka
Main Solah Baras Ki, Tu Satrah Baras Ka
Mil Jaayen Naina, Kuch Bhi Ho Mushkil Hai Door Rehna
Kuch Ho Gaya To Phir Na Kehna
Tu Solah Baras Ki, Main Satrah Baras Ka
Tu Solah Baras Ki, Main Satrah Baras Ka
Mil Jaayen Naina, Ek Do Baras Zara Door Rehna
Kuch Ho Gaya To Phir Na Kehna
Parbat Se Ghanghor Ghataayen Takraayen To Kya Ho
Barsaat Ho
Tere Dil Se Mera Dil Mil Jaaye To Kya Ho
Baraat Ho
Jaane Kab Barsaat Ho, Jaane Kab Baraat Ho
Mera Dil To Chaahe Aaj Ki Raat Milan Ki Raat Ho
Kyon, Kyon, Kyon, Kyon, Kyonki
Tu Solah Baras Ki, Main Satrah Baras Ka
Tu Solah Baras Ki, Main Satrah Baras Ka
Mil Jaayen Naina, Ek Do Baras Zara Door Rehna
Kuch Ho Gaya To Phir Na Kehna
Sachche Premi, Sab Milte Hain
Ab Dekhen Hum, Kab Milte Hain
Milne Mein Ab, Kya Mushkil Hai
Teri Meri, Ik Manzil Hai
Door Hai Woh Nazdeek Nahin Hai
Ab Yeh Milna Theek NahiHai
Kyon, Kyon, Kyon, Kyon, Kyonki
Main Solah Baras Ki, Tu Satrah Baras Ka
Main Solah Baras Ki, Tu Satrah Baras Ka
Mil Jaayen Naina, Kuch Bhi Ho Mushkil Hai Door Rehna
Kuch Ho Gaya To Phir Na Kehna
Ho, Ek Do Baras Zara Door Rehna
Kuch Ho Gaya To Phir Na Kehna
Main Solah Baras Ki, Main Satrah Baras Ka
Main Solah Baras Ki, Main Satrah Baras ka



Writer(s): Behzad Lakhnavi, Ram Ganguly


Shamshad Begum feat. Mohammed Rafi - Aag (Original Motion Picture Soundtrack)
Album Aag (Original Motion Picture Soundtrack)
date of release
08-06-1948



Attention! Feel free to leave feedback.