Alka Yagnik feat. Sandesh Shandilya, Sonu Nigam & Kareena Kapoor - Deewana Hai Dekho (From "Kabhi Khushi Kabhie Gham") paroles de chanson

paroles de chanson Deewana Hai Dekho (From "Kabhi Khushi Kabhie Gham") - Sandesh Shandilya , Sonu Nigam



Na.na.Oh.
Deewana hai dekho
Bekaraar woh
Sambhalo sambhalo
Na pyaar ho
Hey. deewana hai dekho
Bekaraar woh
Sambhalo sambhalo
Na pyaar ho
Apna bana ke dekho
Dil na churale woh
Aisa kyon lage hai
Bolo na.
Jhoom chiki chiki jhoom
Tum bolo hai woh kaun jo
Baar baar yeh dil khota hai
Dekh ke usko (Repeat once)
Hey le hi le hi yeah.
Pehli bar dekha hai aisa
Ajnabee na ajnabee ke jaisa
Pehli bar dekha hai aisa
Ajnabee na ajnabee ke jaisa
La la la la la...
Duniya mein doston ki waise
Kami nahin hai yaar
Hota. Hai phir bhi na jaane
Kyon dil bekaraar
Haay re haay
Kya hua na jaane kyon (Jaane kyon)
Dhadke hai dil baar baar
Begaana hai dekho
Thoda yaar woh
Sambhalo sambhalo
Na pyaar ho
Apna bana ke dekho
Dil na churale woh
Aisa kyon lage hai
Bolo na (Bolo bolo.)
Jhoom chiki chiki jhoom
Tum bolo hai woh kaun jo
Baar baar yeh dil khota hai
Dekh ke usko
Na.Na.Na.Na.Naa.
Aankon mein doob jaane ko
Hum bekaraar baithe hai
Ek pal mein sab lootane ko
Us pe hi yaar baithe hai
Us pe hi yaar baithe hai (Male)
Barso se ek chehra
Dil mein rehta hai jo yaar
Shayad kahin usko
Hai hamara intezaar (Ha.)
Haay re haaye (Ha.)
Kya kahe jab dekhe woh (Dekhe woh)
Bhar ke aankhon mein pyaar
Deewani hai dekho
Bekaraar wo
Sambhalo sambhalo
Na pyaar ho
Apna bana ke dekho
Dil na churale wo
Aisa kyon lage hai bolo na
Jhoom chiki chiki jhoom
Tum bolo hai woh kaun jo
Baar baar yeh dil khota hai
Dekh ke usko



Writer(s): Sameer Anjaan, Shandesh Shandilya


Alka Yagnik feat. Sandesh Shandilya, Sonu Nigam & Kareena Kapoor - Radio Favourites - Sonu Nigam
Album Radio Favourites - Sonu Nigam
date de sortie
31-07-2014



Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.