Ghulam Abbas - Aap Hamare Sath Nahi paroles de chanson

paroles de chanson Aap Hamare Sath Nahi - Ghulam Abbas



Na kuch keh raha hai na kuch sun raha hai
Na kuch keh raha hai na kuch sun raha hai
Patthar ke but saa deewana hai mera
Na kuch keh raha hai na kuch sun raha hai
Patthar ke but saa deewana hai mera
Badi beqaraari hai dil aur nazar mein
Badi beqaraari hai dil aur nazar mein
Badi beqaraari hai dil aur nazar mein
Sanam aaj kal humse rootha huaa hai
Patthar ke but saa deewana hai mera
Na kuch keh raha hai na kuch sun raha hai
Bikhar jaayega koi thokar lagi to
Bikhar jaayega koi thokar lagi to
Bikhar jaayega koi thokar lagi to
Usse kuch na kehna woh tuta huaa hai
Patthar ke but saa deewana mera hai
Na kuch keh raha hai na kuch sun raha hai.
Patthar k but saa deewana mera hai



Writer(s): Ghulam Abbas


Ghulam Abbas - Madham Madham
Album Madham Madham
date de sortie
01-07-2005




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.