Kailash Kher - Siyah Tara paroles de chanson

paroles de chanson Siyah Tara - Kailash Kher



Jab bhi main khwabon mein hota hoon
Sab ko hain lagta main sota hoon
Hota hoon sab se jo main judaa
Uski panaho mein hota hoon
Duniya mein jo bhi alag hain
Lagta kyu sabko galat hain
Shiddat se gaadhi hain zid meri
Par woh bhi muddat talak hain
Sabki nazar mein kamzor hoon
Sabki nazar mein kuch or hoon
Maana bhi manaam bhi
Mujhe mein chhupa hoon
Pehchaan bhi
Siyah tara, siyah tara
Siyah tara, siyah tara
Siyah tara, siyah tara
Ho jab se main kab door jaata hoon
Khud hi dil pana dukhata hoon
Barfile dhoop le haath mein leke
Phir chaand ko bhi jalata hoon
Sab ki nazar mein kamjor hoon
Sabki nazar mein kuch or hoon
Maana bhi manaam bhi
Mujh mein chhupa hoon
Pehchaan bhi
Siyah tara, siyah tara
Siyah tara, siyah tara
Siyah tara, siyah tara
Siyah tara, siyah tara
Siyah tara, siyah tara
Siyah tara, siyah tara.



Writer(s): KAILASH KHER


Kailash Kher - Kailasa Ishq Anokha
Album Kailasa Ishq Anokha
date de sortie
21-03-2016




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.