Kumar Sanu - Mere Rashke Qamar Tu Ne Pehli Nazar (Remix) paroles de chanson

paroles de chanson Mere Rashke Qamar Tu Ne Pehli Nazar (Remix) - Kumar Sanu



mere rashk-e-qamar tu ne pehli nazar, jab nazar se milaaii maza aa gaya
barq si gir gaii kaam hi kar gaii, aag aisi lagaaii maza aa gaya
jaam mein ghol kar husn ki mastiyaan, chaandni muskuraaii maza aa gaya
mere rashk-e-qamar tu ne pehli nazar, jab nazar se milaaii maza aa gaya
behijaabana woh saamne aa gae, aur jawaani jawaani se takra gaii
aankh un ki lari yuun meri aankh se, dekh kar yeh laraaii maza aa gaya
mere rashk-e-qamar tu ne pehli nazar, jab nazar se milaaii maza aa gaya
aankh mein thi hayaa har mulaaqaat par, surkh aariz hue wasl ki baat par
us ne sharma ke mere sawaalaat pe, aise gardan jhukaaii maza aa gaya
mere rashk-e-qamar tu ne pehli nazar, jab nazar se milaaii maza aa gaya




Kumar Sanu - Ir Best Indian Collection
Album Ir Best Indian Collection
date de sortie
18-07-2017




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.