Lata Mangeshkar & Mohd. Rafi - Teri Bindiya Re paroles de chanson

paroles de chanson Teri Bindiya Re - Lata Mangeshkar & Mohd. Rafi



Hmmmm... hooooo...
Teri bindiya re
Aaye haaye teri bindiya re
Teri bindiya re
Aaye haaye teri bindiya re
Sajan bindiya le legi teri nindiya
Re aaye haaye teri bindiya re
Tere maathe lage hai yun
Jaise chanda taara
Jiya mein chamke kabhi kabhi to
Jaise koi angara
Tere maathe lage hai yun
Sajan nindiya...
Sajan nindiya le legi, le legi, le legi
Meri bindiya
Re aaye haaye tera jhumka re
Aaye haaye tera jhumka re
Chain lene na dega sajan tumka
Re aaye haaye mera jhumka re
Mera gehna balam tu
Tose sajke doloon
Bhatakte hain tere hi naina
Main to kuchh na boloon
Mera gehna balam tu
To phir yeh kya bole hai, bole hai, bole hai
Tera kangna
Re aaye haaye mera kangana re
Bole re ab to chhoote na tera angna
Re aaye haaye tera kangna re
Tu aayi hai sajaniya jab se meri banke
Thumak thumak chale hai jab tu
Meri nas nas khanke
Tu aayi hai sajaniya
Sajan ab to...
Sajan ab to chhoote na, chhoote na, Chhoote na
Tera angana
Re aaye haaye tera kangna re
Sajan ab to chhoote na tera angna
Re aaye haaye tera angna re
(End)



Writer(s): SULTANPURI MAJROOH, BURMAN S. D.


Lata Mangeshkar & Mohd. Rafi - The Golden Collection - Love Songs From Films

1 Tumhin Mere Mandir
2 Kabhi Kabhi Mere Dil Mein
3 O Mere Dil Ke Chain
4 Roop Tera Mastana
5 Mere Dil Mein Aaj Kya Hai
6 Chand Si Mehbooba Ho Meri
7 Phoolon Ke Rang Se
8 Yeh Raaten yeh Mausam
9 Dil Ka Bhanwar Kare Pukar
10 Abhi Na Jao Chhod Kar
11 Teri Bindiya Re
12 Tom Jo Mil Gaye Ho
13 Aap Ki Nazaron Ne Samjha
14 Pyar Hua Ikraar Hua
15 Toom Bin Jaoon Kahan
16 Ave Meri Zohra Jabeen
17 Dumbhar Jo Udhar Munh Phere
18 Na tum Humen Jano
19 Do Sitaron Ka Zamin Par
20 Ek Pyar Ka Nagma Hai
21 Sau Saal Pahle
22 Diwana Hua Badal
23 Na Na Karte Pyar Tumhi
24 Mujhko Apne Gale Lagalo
25 Meri Neendon Mein Tum
26 Aaja Sanam
27 Tere Mere Sapne
28 Tujhko Mera Pyar Pukare
29 Yeh Sham Mastani
30 Humen Tumse Pyar Kitna
31 Kitna Haseen Hai Mausam
32 Tere Sur Aur Mere Geet
33 Hum Aap Ki Aankhon Mein
34 O Mere Shah-E-Khuban



Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.