Lata Mangeshkar & Asha Bhosle - Main Chali Main Chali - From "Padosan" paroles de chanson

paroles de chanson Main Chali Main Chali - From "Padosan" - Lata Mangeshkar , Asha Bhosle



mai chali mai chali, dekho pyaar ki gali
koi roke na mujhe, mai chali mai chali
na na na meri jaa, dekho jana na vahan
koi pyaar ka lutera, lute na meri jaa
mai chali mai chali
ye fiza ye hava, ye nazare ye sama
ab pyar na hua to phir kab hoga
ye fiza ye hava, ye nazare ye sama
ab pyar na hua to phir kab hoga
koi khel to nahi, ye hai pyaar meri ja
tujhe pata bhi na chalega ye jab hoga
mai chali mai chali, dekho pyaar ki gali
koi roke na mujhe, mai chali mai chali
he diwane ye jawani, koi sajmajaye kya
kab rokne se rukate hai diwane
he diwane ye jawani, koi sajmajaye kya
kab rokne se rukate hai diwane
tu hai abhi nadan, jara soch meri jaan
roj aate nahi din aise mastane
na naa naa meri ja, dekho jana na vaha
koi pyar ka lutera, lute na meri ja
mai chali mai chali
ha haa haa meri ja, dekho jana na vaha
koi pyar ka lutera, lute na meri ja
mai chali mai chali
kahi aankh na mile, kahi dil na lage
to pyaar ka zamana kis kaam aaya
to ye rut ye ghata bolo sochegi kya
mai chali mai chali, dekho pyaar ki gali
mujhe roke na koi, mai chali mai chali
na na na meri jaa, dekho jana na vahan
koi pyaar ka lutera, lute na meri jaa
mai chali mai chali



Writer(s): RAJINDER KRISHAN, RAHUL DEV BURMAN


Lata Mangeshkar & Asha Bhosle - Ladki Hai Ya Shola
Album Ladki Hai Ya Shola
date de sortie
01-11-2013




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.