Lata Mangeshkar - Duniya Walon Se Door (1959 Ujala) paroles de chanson

paroles de chanson Duniya Walon Se Door (1959 Ujala) - Lata Mangeshkar



Dunia walo se dur jalne walo se dur
Aaja aaja chale kahi
Dur, kahi dur, kahi dur
Dunia walo se dur jalne walo se dur
Aaja aaja chale kahi
Dur, kahi dur, kahi dur
Wo pyar ka jahan hai,
Har dil pe meharban hai
Kuch aur ye jamin hai,
Kuch aur aasman hai
Na julm ka nishan hai,
Na gam ki dasta hai
Har koi jisko samajhe
Wo pyar ki juba hai
Dunia walo se dur jalne walo se dur
Aaja aaja chale kahi
Dur, kahi dur, kahi dur
Hatho me hath dale
Khud ko bina sambhale
Niklenge ham jidhar se ho jayenge ujale
Chanda kahega haskar
Sine par hath rakhkar
Wo ja rahe hai dekho do pyar karne wale
Dunia walo se dur jalne walo se dur
Aaja aaja chale kahi
Dur, kahi dur, kahi du
Both dunia walo se dur jalne walo se dur
Aaja aaja chale kahi
Dur, kahi dur, kahi du




Lata Mangeshkar - Bollywood Duets: Authentic Recordings 1949-1960

1 Ichak Dana Beechak Dana (1955 Shree 420)
2 Meri Jaan Kuchh Bhi Kijiye (1960 Chhalia)
3 Aa Ab Laut Chalen (1960 Jis Desh Men Ganga Behti Hai)
4 Begani Shadi Mein Abdulla (1960 Jis Desh Men Ganga Behti Hai)
5 Yeh Wada Karen Hum (1960 Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere)
6 Ankhon Mein Rang Kyon Aaya (1960 Ek Phool Char Kante)
7 Jhoomta Mausam Mast Mahina (1959 Ujala)
8 Duniya Walon Se Door (1959 Ujala)
9 Tum Roothi Raho (1960 Aas Ka Panchhi)
10 Nee Baliye Rut Hai Bahar Ki (1959 Kanhaiya)
11 Tum Chal Rahe Ho Hum Chal Rahe Hai (1959 Duniya Na Mane)
12 Dil Lootnewale Jadugar (1959 Madari)
13 Main Hoon Mast Madari (1959 Madari)
14 Nain Dwar Se Man Men Woh Aake (1959 Sawan)
15 Nazar Nazar Se Ho Rahi Hai Baat (1958 Main Nashe Men Hoon)
16 Dil Tadap Tadap Ke Kah Raha (1958 Madhumati)
17 Mini Mini Chichi, Duniya Mein Chand Suraj (1957 Kath Putli)
18 Yeh Wada Karo (1956 Raj Hath)
19 Sapnon Mein Aana (1952 Shisham)
20 Jane Na Nazar Pehchane Jigar Ye Kaun (1953 Aah)
21 Aaja Re Ab Mera Dil Pukara (1953 Aah)
22 Dil Ki Nazar Se (1958 Anari)
23 Patli Kamar Hai (1949 Barsaat)
24 Chhod Gaye Balam (1949 Barsaat)
25 Dambhar Jo Udhar Munh Phere (1951 Awaara)
26 Ae Dil Na Mujhse Chhupa (1951 Badal)
27 Bade Armanon Se (1951 Malhar)
28 Kahan Ho Tum Zara Awaz Do (1951 Malhar)




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.