paroles de chanson Yeh Lucknow Ki Sar Zameen - Mohammed Rafi
Ye
lakhnau
ki
sar
zami
ye
lakhnau
ki
sar
zami,
ye
lakhnau
ki
sar
zami
ye
lakhnau
ki
sar
zami,
ye
lakhnau
ki
sar
zami
Ye
rang
roop
ka
chaman
Ye
husn-o-ishq
ka
vatan
Yahi
to
vo
mukaam
hai
Jaha
avadh
ki
shaam
Hai
jawa
jawa
hasi
hasi
Ye
lakhnau
ki
sar
zami
ye
lakhnau
ki
sar
zami
Shabaab-o-sher
ka
ye
ghar
Ye
ahal-e-ilm
ka
nagar
Hai
manzilo
ki
god
me
Yaha
har
ek
rahguzar
Ye
shahar
laaldaar
hai
Yaha
dilo
me
pyar
hai
Jidhar
nazar
uthaaiye
Bahaar
hi
bahaar
hai
Kali
kali
hai
naazani
Ye
lakhnau
ki
sar
zami,
ye
lakhnau
ki
sar
zami
Yaha
ki
sab
ravaayate
Adab
ki
shaahakaar
hai
Ameer
ahl-e-dil
yaha
Gareeb
jaa
nisaar
hai
Har
ek
shaak
par
yaha
Hai
bulbulo
ki
chah
chahe
Gali
gali
me
zindagi
Kadam
kadam
pe
kah
kahe
Har
ik
nazaara
hai
dilnashi
ye
Lakhnau
ki
sar
zami,
ye
lakhnau
ki
Sar
zami
yaha
ke
dost
bawafa,
Mohabbato
se
aashna
Kisike
ho
gaye
agar
Rahe
usike
umr
bhar
Nibhayi
apni
aan
bhi,
Badhayi
dil
ki
shaan
bhi
Hai
aisa
meharbaan
bhi
Kaho
to
de
de
jaan
bhi
Jo
dosti
ka
ho
yakin
Ye
lakhnau
ki
sar
zami
Ye
lakhnau
ki
sar
zami
Ye
lakhnau
ki
sar
zami,
Ye
lakhnau
ki
sar
zami
Ye
lakhnau
ki
sar
zami
Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.