Nusrat Fateh Ali Khan - Aag Daman Mein Lag Jayegi paroles de chanson

paroles de chanson Aag Daman Mein Lag Jayegi - Nusrat Fateh Ali Khan



Aag Daaman Mein Lag Jayegi
Dil Mein Shola Machal Jayega
Mera Saagar Na Choona Kabhi, Saathiya Haath Jal Ja′ay Ga
Mere Ashq Bhi Hain Is Mein, Yeah Sharaab Ubal Na Ja'ay
Mera Jaam Choonay Walay, Tera Haath Jal Na Ja′ay
Aik Din Woh Zaroor Aa'in Gay, Dard Ka Saya Tal Ja'ay Ga
Is Zamanay Ki Parwa Nahi, Yeah Zamana Badal Ja′ay Ga
Aa Gaya Mera Aankhon Mein Dam, Ub Jo Jalwa Dikha Di Jiyeah
Aap Ki Baat Reh Ja′ay Gi, Mera Armaan Nikal Ja'ay Ga
Besabab Hum Say Rootho Na Tum, Yeah Larai Buri Cheez Hai
Yeah Ada Hai Ya Dil Ka Jalana, Hum Manatay Hein Tum Roothtay Ho
Hum Jo Roothay To Pashtao Gay Tum, Rooz Tum Ko Manana Paray Ga
Milna Hai Jo Ghairoon Say To Phir Saaf He Keh Do, Yoon Rooth K Janay Ka Bahana Nahi Acha
Besabab Hum Say Rootho Na Tum, Yeah Larai Buri Cheez Hai
Sulah Ker Lo Khuda K Liyeah, Yeah Bura Waqt Tal Ja′ay Ga
Mai Kashoon Us Nazar Ki Suno, Keh Rahi Hai Wo Shola Badan
Mein Nahi Jaam Mein Aag Hai Jo Pi Jiyeah Woh Jal Ja'ay Ga
Koi Aanso Nahi Aankh Mein Baat Ghar Ki Abhi Ghar Mein Hai
Tum Jo Yoon He Satatay Rahay Dard Aashiqoon Mein Dhal Ja′ay Ga
Duur Hein Jab Talak Tum Say Hum Kaisay Hoga Mudawa E Gham
Aik Dafa Tum Milo To Sanam Gham Khushi Mein Badal Ja'ay Ga
Gar Yoon Hi Ghar Mein Baithay Raha Maar Daalay Gi Tanhaiyaan
Chal Zara Mai-Kaday Mein Chalein Ay Fanaa Dil Behal Ja′ay Ga



Writer(s): Nusrat Fateh Ali Khan


Nusrat Fateh Ali Khan - Nusrat's 50 Best of Urdu Sufi and Qawwali Hits
Album Nusrat's 50 Best of Urdu Sufi and Qawwali Hits
date de sortie
25-03-2014

1 Bewafa Se Bhi Pyar Hota Hai
2 Dil Pe Zakham Khaate Hain
3 Aisa Banana Sanwarna Mubarak Tumhein
4 Tumhein Dillagi Bhool Jaani Padegi
5 Aag Daman Mein Lag Jayegi
6 Yeh Jo Halka Halka Suroor Hai
7 Gham Hai Ya Khushi Hai Tu
8 Dil Sulagta Raha Chandni Raat Mein
9 Woh Hata Rahe Hain Parda
10 Aaj Koi Baat Ho Gayi
11 Dayareishq Mein
12 Mast Nazron Se Allah Bachaye
13 Haqeeqat Ka Agar Afsana Ban Jaye
14 Ab Dekh Ke Jee Ghabrata Hai
15 Main Khayal Hoon Kisi Aur Ka
16 Saanson Ki Mala Pe Simrun Main
17 Hai Kahan Ka Irada Tumhara Sanam
18 Dil Jis Se Zinda Hai
19 Khanjar Hain Teri Aankhein
20 Shaam Savere Nain Bichha Ke
21 Band Hua Saara Maikhana
22 Doston Ki Shikayat
23 Jaag Uthe Hain Dard Purane
24 Ghameyaar Se Shikayat
25 Aarzooemohabbat Hai
26 Main Talkhiye Hayaat Se
27 Tu Agar Benaqaab Ho Jaaye
28 Bahaar Ke Din Hain
29 Maikada Bhi Apna Hai
30 Mere Saaqi Yeh Tamasha
31 Mulaqaat Ho Gayi
32 Saadgi to Hamari Zara Dekhiye
33 Gale Lipte Hain Woh Bijli Ke Darr Se
34 Poochha Kisi Ne Haal Kisi Ka
35 Pilao Saaqi
36 Tumne Bhi Thukra Hi Diya Hai
37 Mera Intezaar Karna
38 Raah Aasaan Ho Gayi Hogi
39 Na Sawaal Ban Ke Mila Karo
40 Mujhe Tum Yaad Aate Ho
41 Kehna Ghalat Ghalat
42 Nargisi Ankh Dorey Gulabi
43 Un Ke Dar Pe Pahunchne
44 Tum ek gorakh dhandha ho
45 Is Karam Ka Karun Shukar Kaise
46 Zehaale Miskeen Makun Taghaful
47 Eid-gahay mahay gareeba
48 Ya Haiyyo Ta Qayyum
49 Dum Mast Qalander Mast Mast
50 Allah Hoo




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.