Nusrat Fateh Ali Khan - Dil Jis Se Zinda paroles de chanson

paroles de chanson Dil Jis Se Zinda - Nusrat Fateh Ali Khan



Marhaba salle-ala hastam sanakhuwan-e-rasool
Sad salaam e mun ba jisme baghber jaan e rasool
Ey saba wepek mushtaqa badargaah e nabi
Do salamam dast basta pesh aiwan e rasool
Dil jis se zinda hai wo tamanna tumhi to ho
Hum jis mein bas rahay hein wo dunya tumhi to ho
Dil jis se zinda hai
Dil jis se zinda hai
Dil jis se zinda hai wo tum ho
Dil jis se zinda hai wo tum ho (Sufi Chants)
Teri zulf gar shab-e-qadr hai
Tera chehra badr-e-muneer hai
Tere sadqe jaaon mein ya-nabi
Tu habib-e-rabb-e-qadeer hai
Dil jis se zinda hai wo tum ho
Dil jis se zinda hai wo tum ho (Sufi Chants)
Tera husn jalwa e toor hai
Teri chakal surah e noor hai
Ke jahaan mein koi aaj tak
Teri misl hai na nazeer hai
Dil jis se zinda hai wo tum ho
Dil jis se zinda hai wo tum ho (Sufi Chants) 5: 00
Teri deed jisko naseeb hai
Wo naseeb qabil-e-deed hai
Tera dekhna meri eid hai
Tera rukh kalam-e-majeed hai
Dil jis se zinda hai wo tum ho
Dil jis se zinda hai wo tum ho (Sufi Chants) 6: 00
Teri deed karne ko khud khuda
Tujhe paas apne bula liya
To bitha ke saamne yeh kaha
Meri aaj arsh pe eid hai
Dil jis se zinda hai wo tum ho
Dil jis se zinda hai wo tum ho (Sufi Chants)
Tera noor noor-e-qadeem hai
Tera husn husn-e-kamaal hai
Nahi jiski koi misaal hai
Tu he aamina ka wo laal hai
Dil jis se zinda hai wo tum ho
Dil jis se zinda hai wo tum ho (Sufi Chants)
Shahsawara raazdaraa Hoo
Shahsawara raazdaraa Aaa
Shahsawara raazdaraa rub diya
Taajdaara dardmanda sub diyaa
Ay alam nashra de seene waliya
Ay shahenshah madina waliya
Aavi ja wal fajr chehre waliya
Aavi ja yasin sehre waliya
Yaad teri da mei deeva waliya
Aavi ja hun kaali kamli waliya
Dil jis se zinda hai wo tum ho
Dil jis se zinda hai wo tum ho (Sufi Chants)
Ya habibi marhaba marhaba marhaba, marhaba marhaba
Marhaba marhaba, marhaba marhaba
Marhaba marhaba, marhaba marhaba
Marhaba marhaba, marhaba marhaba... (Sufi Chants) 12: 00
Roya shab e hijraan mein bohot ashq bahaya
Itni mein musawwir ko rehm jo aaya
Naqshe kayi tasveero ke wo saamnay laaya
Bola ke yeh yusuf hai yeh eesa hai yeh musa
Mein ne kaha in mein se kisi per nahi sheda
Jab saamnay laya wo shabeeh e shah e wala
Besaakhta us waqt zubaan se meri nikla...
Mujh chand bashar shasaniye
Matthe chamke laath nooraniye
Kali zulf te akh mastaniye
Makhmor akhi hinmat bharya
Teri surat nu mein jaan akha
Jaana ke jaane jahan akha
Sach aakha te rub di shaan akha
Jis shaan to shana sub banya
Subhanallah, ma ajmalaka,
Ma ahsanaka, ma akmalaka
Kithe mehr ali kithe teri sana
Gustaakh akhi kithe ja ariyan
-----Glory be to God, what wondrous beauty,
-----what elegance, what perfection?
-----What is poor Mehr Ali to utter your praises,
-----o where have these bold eyes alighted.
Marhaba marhaba, marhaba marhaba
Marhaba marhaba, marhaba marhaba (Sufi Chants)
Subhanallah ma ajmalaka, ma ahsanaka, ma akmalaka
Subhanallah allah allah subhanallah allah allah
Jine dekhiya kamli waliya nu
Noohu nikliya wah subhanallah
Noori mukhre te kayi chamk diye
Kaise zulf e siyaah subhanallah
Lab'laal-e-yemen qadsarv-e-chaman
Ey naafa kutan ate her hai badan
Tere husn di ki tareef karaan
Kahay uthiya khuda subhanallah
Bus Allah Allah subhanallah
Allah Allah subhanallah (Sufi Chants)
Farishta dar pe basad ehtiraam aata hai
Khuda ke baad tumhara he naam aata hai
Kaleem hoon ge tumhein kya kaleem se nisbat
Tumhara ghar mein khuda ka kalaam aata hai 15: 00
Bus allah allah subhanallah allah allah
Subhanallah allah allah (Sufi chants)
Tu ne qabl az do jahaan shan e tajalla dekhi
Arsh banta howa sajti howi dunya dekhi
Tere qadmo mein jhuki saray rasoolon ki jabeen
Sub ne allah ko mana teri dekha dekhi
Allah allah subhanallah allah allah
Subhanallah bus allah allah (Sufi chants)
Her ik kundal kundal uthe aashiq ta dil dolay
Husn tere di sift di aakha kaafir kalma bolay aakhe
Allah allah subhanallah
Subhanallah, ma ajmalaka
Ma ahsanaka, ma akmalaka
Kithe mehr ali kithe teri sana
Gustaakh akhi kithe ja ariyan
Marhaba marhaba
Ya noor ul ainee marhaba
Jaddil hussaini marhaba
Ya imam ul qiblatain
Ya nabi ul harmein
Aap hein aankhon ki thandak
Aap hein her dil ka chein
Innaka shams ud duha
Innaka badr ud doja
Innaka noor ul huda
Innaka sadr ul ula
Az ibtida ta intiha
Tu ya muhammad mustafa
Dil jis se zinda hai wo tum ho
Dil jis se zinda hai wo tum ho
Mujh purkhata ki laaj tumhare he haath hai
Mujh nange do jaha ka wasila tumhe to ho 19: 00
Jo dastageer hai wo tumhara he haath hai
Raaga
Jo dastageer hai wo tumhara he haath hai
Jo doobne na de wo sahara tumhe to ho
Dunya mein rehmat-e-do'jahaan aur kon hai
Jiski nahi nazeer wo tanha tumhe to ho
Phoota jo seena-e shab-e-tare alast se
Us noor-e-awwaleen ka ujala tumhe to ho
Chalte hein gibrael ke par jis maqaam per
Uski haqeeqaton se shanasa tumhe to ho
Sub kuch tumhare waastay paida keya gaya
Ay taajdar e yasrab o bat'ha tumhe to ho
Dil jis se zinda hai wo tumhe to ho
Dil jis se zinda hai...



Writer(s): Zafar Ali Khan, Nusrat Fateh Ali Khan, Mujahid Mubarak Ali Khan


Nusrat Fateh Ali Khan - Best of Ustad Nusrat Fateh Ali Khan
Album Best of Ustad Nusrat Fateh Ali Khan
date de sortie
06-04-2015




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.